॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

chehre aur vani mein prakash kaise aur kab ayega !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ekmatra mere prabhu hi en swaroop mein sab jagah prakashit hai ek mal meri hi prabhu ki shakti se saaf shaktiman hain par nasmajhne ke karan ahankaar karke prabhu prdat shakti ka durpayog karne ke karan wo dukh aur durgati ko prapt ho rahe hain dharm ka Palanpur karne wala swayam dharm kavach ki tarah raksha karta hai aur wo age badhta hai jaise-jaise aap satya aur dharm par chalenge waise-waise aapki vani mein prakash aapke chehre mein prakash aapke netron mein bal aapki vu paramanu mein bal jab ham dharm ki baat karke apni vasnaon ki purti chahte hain to dhokha hi milega parajay hi lagegi phir aapko ho sakta hai apne dharm ki astikta mein bhi aapko kamzori nazar ane lage jab ham dharm ke liye dharm bhav ko dharan karke pran karenge to kisi ki takat hi nahi koi parast kar sake jab ham dharm ki aad mein apni vasnaon ki purti phir parajay aur dhokha ye do shabd hath lagenge har ho jaegi dharm ke liye dharm mein jeevan jai hogi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi