॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dusron ko gali de sakte ho par Radha-Radha nahi bol sakte ???

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

adharm charan jise tum jante ho jitna jante ho aap khaoge hamari samarth nahi bolne ki samarth hai vani se dusre ko gali de sakte ho lad sakte ho bi matlab ki baten kar sakte ho Radha Radha nahi bol sakte agar aap na bol pav to phir wo bhi na bolo samarth to hai hi tumhare paas are jab tumhare hath hai to kisi ko nasht karne ke liye prayog kyon karun bchane ke liye prayog karo usko sukh pahchane ke liye prayog karo ab yahan to sadhu song kiya aur piche jake mobile song kiya sansaar ki Gandhi baten achchhi gande logon ke vichar sun ganda drishya dekha naam jaap kar nahi rahe phir kya hoga jeevan aise hi chala jaega aap khaoge ki hamen to 20 sal ho gaye bhajan karte kuch labh nahi mila agar paap karm honge to bhajan mein maa nahi lagega Gandhi bhawnaen badhegi aur ho sakta hai ya ane ka maa bhi khatm ho jae tumhara kaun aisa hai jo janta nahi ki ye paap hai andar se prabhu kahta hai ek galat ruk jo koi theek hona shuru ho jaega par rokne ki jo samarth ho naam deta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi