॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab aap dan, punya karte ho to kya galti ho sakti hai ??

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

koi dikhayee de raha hai ki hamare dhan ka sadupyog hai sadhu seva hai janseva hai jo bhi jo saja aapko ga raha hai wah aapke hriday ishwar bhagwan baithe hue hain esaessi chala rahe ki hamare paas se do roti ka ek zyada bhav hai to unko de sakte hain dekhiye kisi ki bhookh mitane ke liye kisi ki sardi ko bchane ke liye kisi ke rog nivitti ke liye usmen hamen patrata nahi dekhne par kisi ko nagad paise dene ke liye ismen patrata dekhne padegi wo aapse paise kisi bahane se lekar sharab pita hai juaa khelte hai bi vichar karta hai to aap bhi uske sahyogi honge ham aisi jagah dhan ko de jahan hamare dharm ka Bhagwati prayog ho yahan bhi mangal aur wahan bhi mangal to ab is par to apni buddhi dekhni padegi apni buddhi se aapko vichar karna hai wah khud bhagwan sabke andar baithe bata dete hain itni to chaturi bhagwan ne di hai na mano aapse koi mange bhi aap andar ek second thoda rukie aur unse puchhie

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi