॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

swatantrata divas par maharaj ji ke amrit vachan !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bharat video ka swatantrata divas manaya jaata hai par tantrata mein kya-kya dukh bhogni pare bharadwasiyon ko itihas sakshi hai to wah bhi mahatma hi hai jo apne prannon ka tyag karke apne tiranga ki raksha ke liye apne deshwasiyon ko sukh pradhan karne ke liye wo border par khade hain aur wah jawan unko pata hai kisi bhi taraf se gali ae shakti hai hamara koi bhi kshan antim ho sakta hai par wo kayarta nahi dikhayee use seen choda karke vande matram bolkar ke prannon ki ahuti de dete hain prannon ko pushp ki tarah bharat ki bhumi par arpit kar dete hain jaise ham yahan baithkar unki mangal kamna karte hain aise wah prannon ko arpit karke wo hamari mangal kamna karte hain ham sab bhagwat marg ke prati hriday se unki swasthya aur unke jeevan ki mangal kamna karte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi