॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ham maharaj ji ke liye itna to kar hi sakte hain !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bahut sukh milta hai yah aap sab jawan bhai hamari baat sunte hain hamari baat mante hain aur vyasan chhod rahe hain hamen aise sukh milta hai jaise apne bete ko achhche se doodh aur rabri paya dena aur dandvat mar raha ho to nahi lagta yar mera beta hai aise mujhe sukoon milta hai hamare deshwasi hamare parivaar ke jab hain aap besan choden gande aacharan choden aur dharm se chale naujawan mujhe lagta hai ki waise hi tumhara opshan bhi para wo kidney phayl hai par mujhe lagta hai mera jeevansathi hai jab aap log batte hain na ki hamen chhod rahe hain ham achhche se chal rahe hain aisa lagta hai mera jeena sal tak hai tum hazaron muskurao aur svasth raho tum mujhe laga ki main mera jeevan sarthak to jaise koi kahta hai dhanyavaad oke bhaiya mere dhanyavaad ki dhanyavaad ke patr aap log ho aapne apna jeevan sambhal liya aap achhche ban gaye isliye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi