॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

duniya kya kahti hai kabhi isme mat phanso bas aap sache chalo !!!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

duniya kya kahti ismen to kabhi fains hi na ye duniya na Ram ko bakhsana krishna ko baksa ye aisi hai jara krishna hari ko nahi baksha to apne to jeev hai jeev ki kya baat apne sanche rahe apne satya marg ke pratik rahe to hamara sahyog bhagwan karen aur jab ham sache marg se chalte koi hamari ninda karta hai to hamare sare anttahkran ke mul dhote hain usmen aandit hona chahiye bina sabun bina pani nirmal karen swabhav nindak nayar rakhiye anand kuti chhaya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi