॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ham kaise jane ki ham beparwah ho rahe hain ya phir laparwah?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji kaise jane ki ham beparwah ho rahe hain ya laparwah aashray ke naam par bhajan mein pramad aur apni laparwahi ko be guru agyaa ka ullanghhan hokar manmani aacharan hone lage to samjh laparwah ho rahe hain aur jab prabhu ke har vidhan mein santusht hota aur bhajan ki taraf gati hai to janna chahiye beparwah hai samjh rahe guru agyaa shastr agyaa ka ullanghhan karke man man aacharan ki jab hamari vriti ho pha ham laparwah ho rahe hain theek nahi hai aur jab hamara naam ja chal raha ho aur prabhu ke dwara diye gaye vidhan mein santusht hai ja aisi paristhiti hai jaisa kasht mein jeevan hai koi ninda kar raha hai apman kar raha hai aur ham mast hai to ham beparwah ho rahe bhrose par ladli ke aur jab ham manmani aacharan kar rahe hain to laparwah uska dand milta hai aur ismen inam milta hai dasata ka ladli lal apni kunj nikunj ki seva paricharyaa karne ka adhikar de dete hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi