॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #350 · 26 october 2023

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

ankur Sharma ji benglor se Radhe Radhe shri ha Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein kot kot maharaj ji naye sadhak apni bhakti ko kaise bachhae naye sadhak abhi prambhik avastha usmen apni bhakti ko kaise bachhae Guruji aapne kaha tha bhakti ko chhupa kar rakha jaata hai maharaj ji main ek startaap mein kam kar raha hoon bade-bade logon ke saath uthna baithna hota bhakti ke lakshan to dikh hi jaate hain maharaj ji dekho dikh jana aur dikhana donon mein antar hai na agar dikh rahe hain to hamara dikhane ka bhav to hai nahi na ab jaise hamare guru parampara se tilak mila hamen kanthi mili ab gardan utarwa sakte hain isko thodi mita sakte hain ab wo dekh koi kahe itna bada tilak lagae kanthi baj bada dikhava kar raha hai bhajan to aise bhi ho sakta hai ye uska vichar hai ham dikhane ke liye kuch na karen hamari nishtha jo hai ham us nishtha se chal rahe hain usmen to bhakt to bhakt hi dikhayee dega na chor to chor hi dikhayee dega na ab ham dikha nahi rahi wo dikh raha hai usko dekhe hamare andar jab bhav aata

hai dikhava wo nishedh samjh rahe ab hamen guru ji ne itni mala karni hai wo karni mala bada bhajana Nandi banta hai mala liye ghumta hai to mala chhod denge kya tilak lagae hai bada chhod denge kya bilkul hamen dikhane ka bhav nahi hona chahiye dikhava ka apne bhav hota hai na dikhane ke liye jo karoge phir bhakti ksheen ho jaegi swayam hamara jo kartavya hai guru agyaa hai shastr agyaa uske anusaar chal rahe aur kisi ko dikhayee de raha to wo uski baat hai ab ham kirtan na karen ab ham path na karen

bole sab log dekh lenge nahi hamara dikhane ko bhav nahi ham nach rahe hain apni maharani ji ko rijhane ke liye ham jo kuch kar rahe hain apne prabhu ke rijhane ke liye bas hamara bhav dikhane ne ka na ho dikhega to hai hi hai are Radha bologe to Radha hi niklegaa na ab aap bhakti karoge to aapke bhav aapki dainya aapki namrata aapke mukh ka akarshan wo bataega ki y bhakt hai par hamko dikhana nahi hai hamare andar jab dikhave bhav aa to dum ho jaega phir wo pakhand ho jaega isliye bahut savdhani ki baat hai jab ham dikhave par utar padenge to lok rijha wa shuru ho jaega to damb kaha jaega hamari har sadhna har vritti bhagwan ke rijhane ke liye aradhya dev ki ri ab wo pragat mein to dikhayee de bhagat kitna bhi kare jahan aag hoti hai to apne aap prichay mil jaata hai ki aag hai aach hoti hai uska dhua nikalta hai uska tej hota hai aise bhagwan naam ki aag jiske hriday mein uski aankh uska chehra uske aacharan uski vani sab badli hui nazar aa va devi sampada van bhagwan ka parsad ho jaata hai bhale pent shirt mein raho samjh

rahe na to hamen dikhava nahi karna ba hamen satya marg mein chalna hai ab uska prabhav to padega hi ab usmen koi dves karke tumhen ninda bhi karega to koi tumhari baat samjhkar tumhen sammaan bhi karega hamen donon nahi sweekar karne na sammaan aur na ninda wo tumhari mati ninda kar rahe ho tumhari mati sammaan kar rahe ho mahatma wahi jiski ek hath mein chandan lagaya jae dusre hath mein danda mara jae donon ke liye wo nirapeksh hai danda marne wale bhi prabhu aap ho chandan lagane wale bhi aap ho aapka hi vidhan chal raha hai ye jeevan aapko samarpit hai jaisa chaho waise samjh ismen koi ji aapne bola tha abhinay karna hai unke samne sansaar mein rahte hain to abhinay karna hai haan to ab pati ho patni hai to aapko pati ka abhinay karna hai wahan tumhe bairagya nahi jhadna hai samjho putr ho mata-pita ke samne putr ka abhinay karna hai tumhare pitra putr hai to pita ka abhinay karna hai aap kahin gaye ho officer aapka hai to sevak ka abhinay karna hai kisi ke aap officer hai to aapko uska abhinay aap

ho nahi aap ho bhagwan ke das par leela mein aapko abhinay karna hai samjh mein aa rahi baat ab jaise aapke office jana hai ab wahan aap man lo kanthi bandhe tilak bandhe ab wah nishedh kar raha hai ki aap aisa nahi kar sakte nahi aapko nokri se nikal denge to yadi nishtha vastvik jagrit ho gayi hai to aap kahoge nikal ke doge isteepha hamse le lo ham akhal kot brahmand ke Swami ke das ko tere kahne se nahi mita sakte ek bar badshah samrat kahe jaate the Akbar wo Agra unki office tha aae yahan jis dekha sabha mein adhiktar raja log sab vaishnav chinnon se pata nahi kya dimaag mein aaya waise bhakt hriday mana jaata hai pata nahi kya usne kaha kal se agar sabha mein koi tilak laga ke aaya to lal lohe se mastak dabwap denge raman ja ra ab badshah ka samrat ka Madhukra shah ji kochha ke raja the wah bhi sabha mein baithe the Vaishno hariram vyas ji ke shishya the bade prasiddh maha bhagwat hue Madhukra shah ji ghar gaye vichar kiya yar jeevan to bhagwan ke liye hai marenge to hai hi hai guru prdat tilak na laga ke jae ek

mulka ke badshah va akhil lon ka badshah yah to theek nahi hoga waise a pahan ke jaate the dusre din angarkhi bhi nahi pahri khula aur ba tilak dwadash tilak bade bade Vaishno chinh aur talwar khos kar ke sabha mein chati jo paraya waha koi nahi lagaya tha tilak kyonki sab bhay hai na badshah chaudi chati mano narsingh bhagwan padhar rahe hain bhav mein ekdam duba samrat Madhukra shah tumne hamara pharman nahi suna khinchi talwar aur kaha suna tha pharman tum ek mulka ke badshah anant brahmand ke Swami ka tilak hai tere kahne se nahi mit denge jismen dum ho hamare mastak ko kate aa kar ke dekhen kisam ye hi wo swaroop bhagwan apna bal dikhate la bahut praveen hote raja badshah mein to buddhi praveen hoti bole vah vah vah vah Madhukra sahab vah yahi ham dekhna chahte the ki asli tilakdhari ismen kaun hai tilak ki nishtha tumne dikhayee bolo kya chahte ho to unhone kaha is Brajmandal kshetra mein shikar na kiya jae aur braj mandal par tumhara shasan aisa na ho ki kisi ki kanthi tilak ya bhakti par vikshep

diya ra nishtha hoti hai nishtha mein bahut ek sharanagat bhakt hain Vrindavan mein rahte the bank mein officer the to motorcycle se jaya karte the ab unka transfer kahin aur aur wo bahut nishtha ki ab ham Vrindavan se to hamare paas aae u kaha maharaj ji ab itni dur transfer hua hai ki ham Vrindavan se bahar ho jaenge aur ab kya karen ham ja nahi sakte ab ham bhale yahan roti maang ke khave ya kuch karen ya phir pran chhut jae Vrindavan se to nahi jaenge do bachchhe patni va to jaise grihasth jan rahte bahut badhiya makan sab bank ke officer ek hafta baad aaya bola hamare officer jo transfer kar rahe the wo raji ho gaye Vrindavan mein transfer kar diya Vrindavan mein matlab pehle to kai Agra ya kahin jaate Vrindavan mein ascharya hua hamen ki dekho prabhu nishtha ko kaise nirvah ab Vrindavan mein hi rah raha hai Vrindavan mein chala jaata hai aur nishtha pehle ek bar dekh jhakjhor karke dekha jaata hai ki aapki kya agar nishtha paripath chamatkar prakt ho jaega kyonki bhagwan bhagwan hai hai wo hamare hai aur unke bhajan ka

bada divya phal hai to ye baat hamen darna bhi nahi hai ki koi hamari bhakti ko badhit kar sake panch varsh ke Prahlad ji nahi dare hiran Kashyap se wo tribhuvan pati kuch nahi kar paya kuch nahi pach varsh ke balak ko bhayabhit ho gaya ki kaise maru marhi nahi raha agni aur na jane kya kya vish kya jo jo karva paya kuch nahi kyonki jiske hari hai bhagwan hai uska kaun bal baka kar to nishcint nishcint raho bhagwat ashrit naam jap aur jo tumhen swang mila hai usko achchhi tarah karo par swang samjh ke tum wo nahi ho tum hari bhakt ho haridas ho tumhen seva mili wo seva karo jiske prati jaisa bartaav Shastri siddhant se siddh ho jaoge bhagwan ki prapti ho jaegi sare mahatmaon mein jo sadgun hote hain wo tumhare andar aa jaenge brijbhushan Dwivedi ji Radha Gurudev aapke charnon mein koti kot navat pranam maharaji main ras upasna mein nitya path upyogi pad evam srot ek vani hai yahi se prakashit hai uska roz path karta hoon maharaj ji mujhe murkh ka ek prashn hai ki hamare

mai shyama ju ko raj wale pad mein akhri line hai shri vitthal vipul bihar keval din jal dhar jo gaaj ka bhav arth kya hai baki to sab samjh aapki kripa se aata agar baki samjh mein aa gaya to to samjh mein to aa hi jaata baki samjh mein hi to nahi aaya isiliye wo samjh mein nahi aaya haan aisa na ko ki samjh mein aa gaya hai tumhari samjh kitni badi hogi sambhavya pa baram narad swayam bhuva dey y Narda ji sukar gamyam Vrindavan vanj manj kunje tat Krishna cheto haran vign matra kinchit param rahasyam na dev brahma nal hari bhakt nada di dav Radha madhupati rasya suvit tayo dasi bhutwa tap chit keli rasam ho tab samjh mein aayega aise itni badi baat aapne kah di mujhe samjh mein aa gaya isliye pahli baat to path nahi path karna alag baat hai upar jo aur niche jo donon shabd likhe na va sthiti hai sthiti hamare mai shyama ju ko raj isko pehle samjho abhi kam ko raj deha abhiman ko raj vasnaon ka raj manmani aacharan ka rajya abhi shyama ji ka raj ek pankti samjh mein aa gayi agar ye sthiti aa jaegi na are pyare

samjh jaoge kya ham to y chillate hain na hamare ma shyama ko pankti samjh mein aa gayi hamare rajya shyama ja ko to ye sab gulam man hamare gulam kam krodh lobh moh mad matsar ye hamko parast kar sakenge deh bhav ka nath panch bhule deh sudh chhathe bhavna raas ki isliye prabhu path kar lena matra hi samjh aa jana nahi hai pyaro dham ksham sud naam dhyanam atyant dainya kyonki ismen aa gaya ki main samjh mein aa gaya dusri pankti yah jori avichal Vrindavan age nan an so ka hai sthiti jo Meera ji bol rahi

hamare keval Giridhar mere to Giridhar gopal dusro na koi bol sakte ho mere to Giridhar gopal lekin sthiti dikhao dusro na koi hai sthiti nahi ek par bhi nahi hai ham isliye nahi kah dekho hamare paas aae ho kis liye aae ho hamare paas aae ho baat ko samjhne ke liye satya ko samjhne ke liye to jo guru prasad se hai wo baat aapko shri ji jo sunae bulwaen aap use samjh lijiye yah jori avichal Vrindavan nan an su kaj ek ek shabd mein sthiti samai hui hai na na sharir se kaj hai janm mrityu ka bhay nahi na kisi vasna ki pa parajit kar sake itni samarth rah gayi hai man pang ho chuka hai Priya pritam mein jin in shabdon par jaiye nahi nan vitthal vipul biharin keval biharin keval swamini ja ke bal se hi Swami ja ke bal se hi main dekh pa raha hoon din jal dhar sang gaaj jaise naveen megh mein sthai bijli virajman ho gayi ho aise shri bihari ja ke hriday se lagi hui bihari jo shyama ja virajman un shyama ju ka ja ke adhin saday savro ya braj ko sirtaj jiske liye ved neti neti kahte hain wo hai

parbrahmma paramatma tatv shri bihari ji maharaj jise ved bhi par nahi paye jahi ranch umapti naye tape tay van phool binae wah hamare mai shyama ja ko raj jiska pratap rup gun sab rishi muni kahte kahte har gaye bhagwan anant apni 2000 jivya se nirantar mahima gate gate har gaye wah hamari pyari ja ke prem mein adhin hai aur wo pya jo hamare mai shyama ham shi shyama ju ke bal abhimani tedhe rahe mohan rasiya so bolet patwani yah prem path kar le le se sthiti thodi aa jaegi hai khub naam jap karo aur Vrindavan ki raj ka sevan karo aur rasika charya ki sharan mein hokar unki di hui upasna se chalo to thodi thodi agar samjh aa gayi to bahut badi samjh aa gayi haan koi samjhe ya na samjhe sabse hamri samjh bhali thakur nand kishor hamare thakur ayan bras bal ye thesak dekho bolna alag baat hai thesak ana nahi bank balance ki thesak ho sakti hai vidu hota ki thesak ho sakti hai samriddh parivaar ki thesak ho sakti hai padaarth abhiman bhi ho sakta hai lekin yah abhiman hona main shyama ju ka hoon ye param bandni as abhiman

jay jan bhore main sevak Raghupath pati mo re aisa abhiman kabhi na bhulu sadaiv thesak mein raho ye baat sam bihari ja ke bal se bihari ja ke bal se hi yah marg chala jaata hai aur unka bal dene ke liye acharya aae hain jaise Swami ji maharaj hai na shri haridas ja ye Lalita sakhi ke avatar priyaj ke nitya sakhi hai ab wo kripa karen tab hamari samjh mein baat ave jaise hamare y hit sajni ka avatar Harivansh mahaprabhu Vanshi avatar to wo is sukh ko dene aae to unhin ki aise kya hai ki hamari vani se bhi aam na jhalke nitya vihar samjh mein aa gaya jo bahut durlabh ras ki baat hai isliye thoda sa dainya bhav se haan ki iska bhav kya hai ham samjhne ki cheshta kar rahe hain bas hamen samjh mein aa gaya shyama jo kripa karen wo samjhave to bhale samjh mein aa jae nahi to lal ju tak to bahut bade-bade rishi munio ki kahin tak kuch pahunch hai yah jo ras hai na Vrindavan ka yah mahal hai raj darbar prabhu jaise raja ka vaibhav darbar mein dekho va bakat vilas srishti lay i mere raja ka mere prabhu badsha akhil kot brahmand ki

sarkar hai na inka vaibhav dekho ved puran rishi muni sab hai par yah vaibhav jo dekh raha hai na wo ek vaibhav ekantik jo nahi janta hai yah prem samudra Vrindavan dham ekantik mahal hai jahan hamari maharani ji ka rajya chalta hai yahan khil kot brahmand nayak bhi jinke charnon mein mahawar rachna karta hai wo hamari marali jo hai ye sab bahar ke leja le gaye hai haan bihar kusum parag lagat jab pit vasan le jharat lute mayur Chandrika titar adbhut chavi javak chitra banai savarat karan safal tab manat hit dhruv te sab hin te

durlav rasik maram par y mahal hai ha yah vrinda tavi kripa kare to kuch baat samjh mein aae yah Vrindavan ras hai Vrindavan ki leela mat samjho guru ko cheela y rishi muni gaye har jape ja Radhe Radhe dub ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj shri koti koti naman maharaj ji prabhu ki kripa se aap jaise prabhu ke mahan santo ka darshan sulabh hua maharaj ji bihari ji se bachpan se lagav raha parantu Ishtdev shri Hanumant lal ji maharaj ko bana liya maharaj ji kya karen ki bihari ji hi Hanumant lal ke rup mein kripa karen kahin ek jagah pehle chi ko rama le phir jo anekta hai wo mit jati hai phir anekta mit jati hai bihari ji Hanumant lal sevak Swami ka keval swang kar rahe hain aur koi wahi hai wahi sevak hai wahi Swami hai hari aur har alag nahi hai hari hue bihari jo aur har hue hanuman ji maharaj bhagwan shankar hi to hai hanuman ji ke rup mein ha to isliye ek pakar lo ko hai sab ban jaega kisi ek ko pakar lo Paramhans ji shri Ram Krishna ji kali ma mein purn shraddha arpit ki to kali ji Krishna rup mein darshan

deti thi sab bhagwan ke darshan wahi ho jaate the kali ma mein kisi ek bhai prem to 100 jagah to nahi ho payega na ek ka chintan ek ka ek bharoso ek bal ek as ek vishwas agar rang lana hai to nahi to aise to praya sab log apne thakur seva mein sab virajman rahte hain pura jitne bhagwan ke swaroop hai sab virajman rahte use gramin puja sabko i karta hai lekin jab rang lane ki baat hogi to phir smetna padega phir ek jaise pativrata patni uttam kes bas man mahi sapne huvan purush ek hi bhagwan hai

parmeshvar ek hai wah ek hai usko jis bhav se hamne pukara yah hamare kripalu bhagwan ka swabhav wo rup dharan ab hamen chahiye maa maa wahi param brahm parmeshvar durga kali chamunda katyayni vivid matao ke jo jaisi bhavna karta hai hamen chahiye yar mitra chahiye va yar ban jaate hain unke siva koi nahi yah bhav na soche ki agar ab hanuman ji ki seva nahi karenge to naraz ho jaenge han bihari ji ki seva nahi karenge bihari ji naraz mul mein jal chadha do dal patta phool sabko pahunch jaega wo ek paramatma hi sab rupon mein hai ye bhav rakh lo aur jiske jo naam rup ruchi ho ruchi wale mein zyada hamari upasna banti hai ja hanuman ji se priyata hai bas lag jao wah khud pahuncha denge jis rup mein jahan pahunchana hai bachpan se bhagwan shankar ki aradhna marg bhi mila adya guru bhagwan shankaracharya ji bilkul aise samit ke the ba ek matra mahadev bas kuch dusra nahi ab bhej diye Vrindavan transfer kar diya peepal ke niche aise Padmasan lagae baithe kaisa hoga Vrindavan pahla spurna hua phir raas

dikhaya bhej diya Vrindavan ab ek pakar lo isliye ek pakar lo va age badhate chale jahan unko man hoga jis rup mein va aasakt kar dekho manushya jeevan ki sarthakta to mil gayi seva ab sumiran bas aur sambhal lo bahar sharir se to seva ho rahi hai andar se yadi hamara sumiran theek ho jae to seva aur sumiran isse isht ki prapti ho jaegi jo mahakaal ka swaroop hai uska prichay abhi nahi mila pragat mein seva unhin ki ho rahi hai par va sumiran se hoga jab ekagrata purvak unhin ka chintan unhin ke sukh ke liye unki seva to tum shiv swaroop ho jaoge tum bhagwat swaroop ho jaoge kyonki bhagwat swaroop the bhagwat swaroop ho bhagwat swaroop rahoge yah anubhav ho jaega andar jaise bane jitna bane naam jap jarur karte rahe yah hamari sabse prarthna rahti hai jo naam priy ho prabhu ke anant naam hai jo naam priyo naam jap karte aur hamse bhagwat virudh aacharan na bane jo shastr virudh gandi baten hain wah na bane kyonki wah aacharan karne wala sat marg par nahi chal sakta to phir hamara jeevan jo sukh milna chahiye wah

nahi mil payega agar ham gande aa charnon ka tyag kar aur thoda bhi naam jap karte hu seva karenge yahi bhagwat prapti kara dega yah samarth hai aap sab bhagwat parsad ho jija y ke jo bhi sadhu vaishnav rajman jitne bavasi hai unko unke prati kya to bhav rahna chahi kya kartavya isht se kam bhav nahi rahna chahiye yah bhagwat parsad hariram vyas ji ne ek pad mein likha hai ki abhimani hon ke abhiman ka nash karne ke liye bhagwan apne parsado se pratikul vihaar karate hain agar inki kripa nahi hogi to

Priya pritam tak pahunchna nahi ho sakta jo bhagwan ki leela sthal mein vas karke bhagwat prem prapt karna chahta hai pujya Shri chand se shekhar Baba ji ke paas ek bar gaye the to unhone hamen kaha tha ki teen baten jeevan mein dhyan rakhna pahli brajvasi hon par apaar shraddha dusri braj raj ka sevan tisri braj lata ka sammaan aur suraksha aur seva teen baten agar is bhumi mein rahkar karega to use nischit Priya pritam aur agar ye teen baten ki viparit chala gaya to phir na pai na pai hai bin Swami akel ye baat samjh lo bade-bade mahapurushon ne vyas rasik tei bade bajte anat na jae aur Vrindavan ke sva pach lo juthan mange khae itni shraddha Vrindavan ke sva pach ki juthan mange khae chahe koi bhi ho tum vyas mithai vipr ki tame lage aag Vrindavan ke so paj ki juthan khae maang ye kya varnan kar rahe hain itne bade mahapurush jo nitya vihar ras ke rasa swadi rasik jan hai wo kya kah rahe hain ye jo braj jan hai inme ye nahi dekhna ki ye kis jati ke hain ye kya karte hain mahaprabhu

chaitanya dev jab apne parsado ko bhejte the to yahi kah ke brijvasan na hone pave unka swabhav unki vani bhale ruksha dikhayee de hriday prem mein hai ye swaroop se sab bhagwat swaroop hai inke prati pujya vihaar ho to yahan koi bhi jaise ye abhiman kar le ki ham yahan akar ke rah rahe to ham bhi brajvasi hain haan theek hai aur brajvasi ke saath yah to grihasth hain aur aise katu vachan aise kyonki unke bahari vihaar bahut hi brahma ji ko sanshay ho gaya thakur ji ki skhav ke saath nahi ho gaya na yahan to sabko sanshay ho sakta hai isiliye mahaprabhu chunkar bhejte the chetan mahaprabhu apne parsado ko brajvasi ke prati braj rach ke prati braj lata ke prati yahi siddhi hai yahan ki agar ji main ye kah raha ham jaise yahan ke brajvasi hai ji anek mahatma vaishnav jan yahan virajman hai to Brijvasi ko kya bhav rahe yahan ke vaishnav unko kya kartavya rahe hai y dekho unko sikhane ki baat nahi hamen to hamne toy dekha hai ki thakur se apnapan aur thakur ke santo se thakur se bhi badhkar apnapan ye hamne to

brajvasi mein dekha hai swabhavic dekha hai ab jo nahi samjh rahe ho unki baat alag hai nahi thakur se apnapan aur thakur ke janon se yah kaun ae Baba kal aae unhe baith yahi pale thakur jaisa pyar dular jaise maa Yashoda maiya lala ko karti thi nandan nandan ko aise hamne apne jeevan mein dekha ek din ek brajvasi aae the jo dasav varsh madhukri yahi dete wo aae madhukri lekar ham kaha hamen yad hai wo sab din to ro pare jaise a to pratyek brajvasi mein mujhe to jo darshan mila ki bhagwan aur santo ke prati unka apaar prem hai ab yah ki naye naye bachchhe is baat ko na samjhte ho to alag baat hai hamne purv mein dekha hai are Baba aa gaye ho aao Baba aao jaise bhagwan ka aadar aise brajvasi jan aadar kar ghar ghar thakur seva ham mili jahan jahan bhiksha karne gaye to mujhe nahi lagta koi ghar aisa hoga jismen thakur seva na ho aur jab thakur se apna thakur ke janon mein to pyar hai hi kyonki ham logon ka antarik aur bah poshan brajvasi hon se hi hota hai antarik bhav ka bhi poshan aur bye bhi poshan to hamne to mata

jaisa dular dekha hai haan kahin agar abhiman hai to phir bhagwan apne parsado se kadwe vachan man lo ja re ba ro chala ave aise ab aao Baba mein kaisa lagta tha ab kaisa aise hi bhavla rahe to samjh gaye ki abhiman nahi hai thakur ji kripa kar kar denge brijvasan ko kadua mankar agar kisi ne ninda kar di aur unka apman kar diya to mujhe nahi lagta Priya pritam prasann ho jaenge usse chahe jitni sadhna karen aur bhagwat parsad aap brajvasi jan hai to sant janon par yahi bhav rahna chahiye ki hamare isht ke aradhya ke ye nij jan hai jaise apne rishtedar apne dikhayee dete na bihari ji ke parsad hai sab koi bhi y ra ra ho kisi bhi sampraday ka sadhu ho va hai to das hamare Vrindavan ka Vrindavan bihari ka main raja virajman praja hi to hai na sab to unhin ki hai aur jo virakta hai vaishnav tilak lagae hain bhagwat to hamko aadar karna chahiye shiksha leni chahiye jai vijay se sanak sanan virakta swaroop hai na rok diya jabak divya parsad hai aur unhone saap de diya bhagwan ne mita ra nahi sab teen janm tak wo

asur bhav ko dharan kiye aur bhagwan bhi avatar liye par mita ra nahi isse pratit hota hai ki agar vaishnav ke prati hamari abhadr buddhi ho jae to itni unchai se niche gir sakte Baikunth vasi divya bhagwat tam dhari jai vijay teen janm ke liye wahan se hat gaye hate na to brajvasi hoke yadi ham santo ka apman kar baithe ya aparadh kar to Priya pritam ko accha nahi lagega aur ham Priya pritam ke das ho ke brajvasi ki avhelna kar di to Priya pritam nahi prasann donon ek dusre ke prati haan shraddha haripriya sahu ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti vandan maharaj ji main aapke satsang bahut dino se bade dhyan se sun rahi hoon aur aapki baat manne ki koshish bhi kari lekin grast jeevan mein atyant vyastata ke karan Radha naam mein abhiruchi nahi badh pa rahi to Radha naam mein kaise aur zyada abhiruchi bane jaban jaban se japna hai ruchi purvak nirantar vritti nama ka siddho ki hoti hai sadhak ko bhajan karna parta hai yaj bhagya warte naam tubhyam na ki manasa wah to siddho ka khel

hai abhi bachchhe ho sadhak ho koi bhi karya ham naam jap karte hue bahut aram se kar sakte hain guru ashram mein fawda bhi chala ke mantra ka vritti sab sevae karte mantra ka vritti to gopi janon ki isiliye to pure jagat ke rishi muni sab vandna karte hain bade-bade Paramhans gopiyon ki vandna karte hain kya gopi jan ki dincharya thi mala lekar ekant mein baithna nahi ghar leep rahe hain dhan koot rahe hain ata pees rahe hain gaun ko dooh rahe pati putro ki seva kar rahe hain par ek ek chittritti shri Krishna mein lage murari pada arpit chitt vriti vritti pur chit vasudeva akar krishna ka liye bade-bade Paramhans mahapurushon ne vande nand braj stri naam pad ren bhakshan sa namaskaar hai in braj gopiyon ke charan raj ko param pavitra karne wali ab hamari vritti satya aur sukh buddhi bhogon mein ho gayi hai yah satya aisa lagta hai sharir satya hai bhog satya hai yah sambandh sat aur bhagwan kah rahe hain dukhal asha shavam ye satya nahi hai nashvan hai aur iske sanyog se dukh hi prapt hota hai bandhan mukt hona hai

to pehle mahatva buddhi rakho ki mujhe samasth dukho se hatne ke liye param shanti prapt param sukh prapt karne ke liye ekmatra bhagwan samarth hai unki sharan hokar hriday se naam jap karte sare karya karo wo pramad hai jo karyo ko chhod kar ke sochta hai ham bhajan kar lenge nahi apne kartavya ka palan karte hue jo bhajan karta wo bhagwan ko priy hai nahi arjun ji ko adesh kar dete arjun kah rahe the ham yuddh nahi karenge ham sanyasi baenge bhagwan ne mana kar diya bahut priy hain arjun ji to aap bhi

to sab priy hain sab mam priy sab mam upaj bhagwan kah rahe hain to bhagwan ki agyaa ka palan tan se jo tumhara kartavya pati ki seva putr ki seva sas sasur ki seva aae hue atithi ki seva ye bhagwan ki puja hai na ki agarbatti lagana aur ghanti bajakar aarti kar dena keval puja hai wo bhi ek puja ka bahari ang hai baat samjh lo agar aap apne kartavya ab pati ki seva nahi kar rahe hain aap sas sasur ko kadwe vachan bol rahe hain avhelna kar rahe hain hamen to mandir mein jana hai aarti ka kar aao kuch nahi milega sabke hriday mandir mein bhagwan virajman phir wo to tumhari seva ke liye tumhen ghar mein hi diye gaye sas sasur pati putr aadi unki seva Radha Radha Radha dekho abhi hriday pavan hoga jabse jaise malin hriday mein badhti hai wo bhagwan mein nastikata ane lagti hai bhagwan ki bhakti nahi hoti hai paap vant kar sahaj swabhav bhajan morte bhav na kaav naam jap karoge jalan hogi jaise swarn tapane par wo mal chhod deta hai shuddh ho jaata hai aise hi hamara man nirmal ho jaata hai naam jap hota hai jalan hoti hai

to saho sahat sahat baadh hai bhagti ta sksha sva bharat aag ma payno ani tyaas ye ane jane wale bhogon ke avesh ko veg ko sah jao aur seva paraayan jeevan mein samjh lijiye yadi aap sharir se dusron ko sukh pahunchane wali seva nahi karenge to bhogna padega kyonki itna paap jama hai wah katega sharir seva se kisi bimar ki seva apne mata-pita aajkal jo mata-pita ke saath asabhya vihaar bachchhe kar rahe hain na bahut age inke liye khtrnak sthiti aayegi aa rahi naye-naye bachchon ke ki ab jine layak nahi rah gaye mata-pita bhagwan hai bhagwan ka pratham swaroop mata-pita hai aapko kahin aur bhagwan dhundne ki zaroorat nahi hai apne mata-pita ko bhagwat bhav se seva karo jo samaj mein jaski seva ka avsar mil jae ye sharir seva mein to aapke paap nasht ho jaenge ham log samjhte hain ki dusre ka dhan chhin ke hinsa karke y vichar karke ham sukhi ho jaenge ye ghor paap kar rahe ho aur iska jab parinaam aayega dukh agyaa ke anusaar chalo koi bhi aisi aap grihasth mein kitne aapke paas log hain kitne log hain seva ke liye yahan ham

aapse baat kar rahe aapko dant rahe hain aapko dular kar rahe kis sambandh se kar rahe hain aap hamari atma ho aap hamare hriday ho kya ham aapse ghar jaisa vihaar nahi kar rahe haan ab ye ki hamare paas pradhan vastu anubhavjanya vachan hai unko pakar lo kaun sa sukh aisa hoga jo tumhare charnon mein na laut jae baat keval man lo kitna parivaar hai pura vishv hamara hi to parivaar hai jo hamare samne aata hai to hamara bhajan chhut gaya kya nahi hamara bhajan ho raha hai aap mein hi ham dekh rahe hain ki mera pritam aapke hriday mandir par baitha hua hai voh kripa karke is rup mein aaya hai to updesh rup se unki puja ho rahi jaise sut bandi magat jan hote the na raja ka jas sunate the aise hamara raja sabke andar baitha hai ye jo main bol raha hoon na apne malik ko prasann karne ke liye bol ye hamari seva ho rahi hai to aap seva nahi kar sakte aap jo grahasti dharm mein ho patni putr parivaar ye aapki seva hai haan naam ka abhyaas karo aur sab mein bhagwat bhavna ka abhyaas siddh ho jaoge ghar mein rahte hue bhagwat

prapti kahan bhag ke bar jaoge sambandh ka rag chodna hai to ghar mein rahte hue mahatmaon kahin bhagne ki zaroorat nahi par hai kathin isliye ki roz satsang sunkar aa charnon mein jab tak parivartan nahi hoga tab tak ho nahi sakta isliye log phir pareshaan ho jaate hain keval aap naam ko pakar lo bhav samudra se par hone ke liye sudridh jahaj hai shri Harivansh pratap naam nauka nisu khav bade-bade shap santo ne sab santo mein ek hi anubhav naam jab chal raha hai sab theek hai kya jaata hai dha Radha Radha ra Radha bartan maj rahe jhaddu Radha Radha Radha rasoi banae Radha Radha Radha kya ja raha hai param siddh ho jaoge kanda thaap ra vitthal vitthal vitthal vitthal to Kabir das ji darshan karne gaye the shri namdev ji maharaj ke ki kaise naam premi hai to raste mein dekha wahi ga to do char mahilaen aapas mein aise uchh swar mein ye kanda mere hain kanda mere hain aise tu laga kande mein jhagda kar aise vinod mein aise khade ho gaye to waha sun jo jana bhai thi wo ga tha kanda mere wo bai kah rahe dusri bai ka tere kanda kaise

kya ismen pehchan hai mere kandon ko kan mein laga ke dekho vitthal vitthal vitthal awaz aati milegi jana tab dekha ki jinki seva mein rahti hain unki y dasha to kitne bade naam japak ho gaye namdev ji maharaj Janabai ji jis kande ko tha vitthal vitthal vitthal to sharir mein aise bhagwan naam ke pratap ki kanda kan mein laga lete vitthal vitthal vitthal vitthal grihasth mein the yah jo bhram baith gaya hai ki grihasth mein ham achhche nahi ban sakte ham mahapurush nahi ban sakte ham dukh nivaran nahi kar sakte yah chhod do sampurn jagat ishwar kaansh hai na to ham sabka pita ishwar hi to hai na koi chhota bada nahi ye jo beech mein med lage na ye keval vihaar bartaav ke liye jaise putr pita ke charan chhuta hai bhai ke charan chhuta hai to vihaar ka hi to siddhi ke liye hai to jo ansh pita mein hai wahi putr mein hai par ek vihaar ki siddhi ke liye wo pita ke charan chhuta hai bade bhai ke charan chhuta hai aise hi ye sab vyvasthaye vihaar ke liye tatv gyan mein tatv drishti mein ham sab ek hain sharir ek hai aur

atma tatv sabka ek hai ek hi kuhar ke ave mein sab bane hain koi balag nahi bana hua hai aur sabka adhikar hai bhagwat agar bhajan nahi karoge pyare kisi ki takat nahi ki tumhare ko dukh mita de pakka ham roz ek bar ekantik mein jarur bolte hain is bhram mein mat rahna bhaiya ki tumhen koi aise ya kuch bhajan karo tumhare karm bigde the tum sudhar lo tumhara kam ban jaega tumha tumhen karna padega yah jo ki ham tumhen dukh se nivitti kar denge to isi ki takat Vashisht ji se bada koi gyani mahatma hoga kya bhagwan Vashisht kaha jaata hai nahi kaha jaata bhagwan ka 14 varsh ka vanvas dashrath ji ka badharna Siya ji ka haran kaushilya aadi matao ka suhag ujar jana koi dukh niva 14 varsh Ayodhya jaise machhli ko alag kar diya jae pani se aise Ram ke viyog mein tadpi bharat ji se kah rahe hain Vashisht ji suno bharat bhavi prbh vilak ka muni nath hani labh jeevan maran jas apjas vidh he dhoke mein mat faso tumhare dukh ko sirf tumhara hi upay dur kar sakta hai wah hai hari sharan hari ki sharan

hokar naam jap karo sab theek ho jaega kisi ke ashirwad se theek nahi hone wala yah keval hamara vihaar hai aise kar diya tumne aise kar diya jao sukhi ho jao bade log nahi kahte jao sukhi raho to kya tum sukhi rahte ho kya tumhara chintan galat hai tumhare aacharan galat hai koi ashirwad kam nahi karega chintan sahi karo ashirwad mangne ki zaroorat nahi tum achhche bano gande aacharan dukh dete hain achhche aacharan sukh dete hain ab karte gande aacharan ho chahte sukh kaise prapt ho jaega naam jap karo naam jap

karte hue khub seva karo seva karne se sharir balishta hota hai ek kayar bankar pramad bankar jeevan vyatit karna theek nahi chahe jis marg mein ho khub tapasya khub apni sadhna aise jaise grihasth mein khub kamao dharm purvak mehnat karke aur seva karo atit seva bhagwat swaroop samaj hai mata-pita sabki seva naam jap jo ham kahte kitna bhi to abhyaas ki kami hai dekho abhyaas itna dridh hota hai ki rassi aavat jat hi sil par hot nishan to hamari ji vyap naam nahi bas jaega swas shwas mein dekho vishay chintan ka abhyaas ban gaya purv se to ham bhajan bhi karte hain to vishay chintan hota hai jabrasta jasti aise hi bhajan ka abhyaas kar lo shri Tukaram ji maharaj ke naam jap se aisa prabhav tha ki ek bar unki ardhangini patni ne pucha wo bina unko pavai nahi pati tha ki aap kahin bhi baithkar kirtan karte ho ham khojti rahte hain aap milte nahi hamen bhukhe rahna parta hai aap bata do ki ham kaise aapko jane ki aap kahan ho ga to unka chaurahe par jana aur kan rakh dena aise to jis disha se nikalta ho vitthal vitthal

vitthal udhar samjh lena main wahin baitha hoon le unke charan jahan padte the wahan se naam ki ga uthti thi ek mahatma ko kashi mein dekha wo prano japte the Om to unke omkar aise prakt ho gaya matlab jaise ghamoriyan hoti hai na lal lal aise ghamoriyan jaisa aise Om itna jap kiya ki angon mein unke Om prakashit ho gaya tha are bhagwat swaroop hai bhagwan ka naam bhagwan se bhi badhkar hai kahan kahan lagi naam badhai Ram na sake naam gun gaye isliye yah to kabhi kamzori rakho mat ki ham kabhi naam jap nahi sakte akhand aap jap

sakte ho abhyaas karo dekho jo harna tutna nirash hona isi kamzori ko dur karne ke liye kahte hain ki vichar mat karo sharab mat piyo mans mat khao dusre ka dhan hadapne ki koshish mat karo kyonki yah tumhen kamzor kar dega aur sher ki tarah dado tum bhagwan ke ansh ho avinashi ho tum tum avinashi ho keval janna baki hai y akhil koti brahmand us param parmeshvar ke ansh hai hamen kisi bhogon ki sukh ki zaroorat nahi par ham bhulkar is deh ko man liya main ab bhog ke bina rahne sakte sharir abhimani abhav hi abhav swaroop sthit koi abhav nahi swaroop bhagwan ke bhajan se gurujanon ki agyaa palan se hota hai isliye abhyaas mein kami mat mat rakho nirash mat ho kabhi na kabhi to aisa abhyaas aa hi jaega man lo pehle kabhi nahi hota tha 5 minute to hone laga to aap badhe na age phir 10 minute hone laga to ab ye nirash thodi hona ki 24 ghanta hamse nahi hota ham har minute dhire-dhire badhane ki koshish karenge aur ek din aisa aa jaega tumse sahi kahte hain jaise dil ki dhadkan swayam ho rahi hai swas swayam aa ja rahi

hai aise bhagwan ka naam chalta hai aur naam bas naam naam naam chal gaya nihal ho gaye pakka samjh lena pakka naam chal jae bas jeevan ye ham sab anubhav chali hui khub anya sadhna bhi keee bachpan se rahe na to jo vishram jo shanti jaise goswami tulsidas ji kahte ki main bhagwan shankar ko sakshi karke kasam kha ke kahta hoon meri jawan gal ke gir jae ye do akshar ra aur ma mera jeevan hai isi se sab kuch prapt hua aise do akshar rav dha pura jeevan agar isko sweekar kar lo naam jo tumhen priy ho yah hamara jeevan jise wo kah ra hamara jeevan to aapko jo naam priy ho ba naam ka abhyaas kar lo badhiya hai gungunate hue jo naam pri zaruri mansik chale gu bartan maa rahe pocha laga rahe Soni fawda chala rahe nokri paisa kar gahak aaya baat kar liya usmen bhi bhagwat bhav chala gaya phir naam chal raha hai Bhajanand ho jaoge kai log aise kahte hain hamare paas time nahi hai mana tumhara abhyaas nahi aath ghanta tum duty karte ho 12 ghanta kar lo chha ghanta sat ghanta so le ho kitne baje 12 aur chha aap 24 ghante mein kitne

baje ham char ghanta aur dete hain khane pine ke liye do ghanta bhajan kar lo do ghanta agar roz karoge na bahut bade dhani ho jaoge param dhan Radha namdha jiske paas naam rupi dhan wahi sacha dhani kabeeraj sab jag nirdhna dhanvant nahi koi dhanvant se janie jake Ram naam ab ham to itni bhi chhut de diye ki chalo bhai do ghanta nahi to 24 minute de do 24 ghante mein shesh tumhare 24 mein ek ghadi adhi ghadi ek ghadi ko 24 minute kahte hain 24 minute baith jao phir aur kuch nahi idhar udhar mobile off karke y message bhi dekhte ja rahe ho va minute keval hamen de ki bhai ham agyaa palan ekant mein bas Radha Radha Radha Radha ra wo badhte chale jaenge wo aapke paap nasht karke dukho ka nash karke sukh pradan karenge abhyaas hi bhagwat prapti karata hai bhagwan swayam adesh karte hain abhyaas yog yukt chet sanya gaam aisa abhyaas kar lo tumhara chitt kahin aur jae hi na nischit bhagwat prapti ho jati hai Shishupal ji Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein kot koti pranam Gurudev is sharir ko bhagwan ne pulis ke rup mein seva

di hai Gurudev aapki kripa se man mein seva bhav liye jo bhi accident ki mein ghyal gauvansh ya manushya ya kisi bhi jeev ko medical suvida uplabdha karane ka prayas raha hai aaj tak lekin abhi pach din pehle duty ke dauran meri gaadi se ek gay takra gayi usko bchane ke liye logon ki madad se rod ke kinare bithaya aur doctor ko bulakar dawa bhi karai maharaj ji par agle din jab gay ki punah dekhbhal karne ke liye gaya to gay ka sharir pura ho gaya raj ji mujhe mahapap hua ismen ek vichar karna hai ki aap gay ko marne ka uddeshya to nahi liye the ab jaise gaadi chal rahi hai aap apne hi samne gaadi ke path ko dekhenge na agal bagal to aise driver to dekhta nahi ab pashu rup mein usko gyan to hai nahi ma desi gay neel gay ya koi jangli pashu va apni raftar se bhag ab aap apni raftar se ja rahe hain to achanak aisa ho gaya to kal uska niyat samay wo mare usmen marega hamara lakshya nahi hai par ham dayalu hriday hone ke karan thoda dukh man sakte hain par use paap nahi kaha ja sakta paap tab hoga jab

ham lakshya karke usko mare samne se aram se ja rahi hai ham raftar badhai takkar mari nikal gaye ham dekh rahe hain phir takkar lag rahi hai ab wo gau hatya hoga ab wo paap hoga jab hamara lakshya nahi hai aur ham apne driver ko savdhaan rahna apne mar par hi dekhna hai agar wo path ki taraf se drishti jara sa chuke to phir aparadh ban sakta hai to aap apne path par chal jao wo side se ekdam bhag ke aa rahe to phir usam koi aparadh nahi hai aur marna ek nischit samay shariron ka hai kis hetu se kab kahan kiski hogi

yah pakka hai usmen chinta nahi karni aur yah agar lakshya karke kiya jae to paap hai aur yah to lakshya tha nahi na ismen waise hi aap kah rahe hain ham gau sevak chahe manushya ho ya gay pashu ho kisi ko bhi kasht karna chahiye seva par aisa ho jana voh kal ke adhin hai aapke adhin nahi hai accha kya kar sakte ho aap batao ya koi kya kar sakta hai is par koi bachav paksh hai kya aap apne path par ja rahe hain raftar se gaadi achanak koi pashu achanak ekdam ab aap kya karenge kya karenge koi bhagwan to hai nahi ki aap sarvagya hai aap jaan rahe the ki wo aa rahi hai Gurudev khadi thi aur sham ratri ho gayi theera samne se gadiyon ka gaadi aa rahi thi to unki light par rahi samne to wo dikhi nahi wo braun kalar ki thi andhere mein nazar nahi padi bahut nazdik aa kar ke dikhi break bhi mari bahut to D ruk nahi pai ab is pe ab kes banta hai dekho pahla jo tha uspe kes nahi banta hai is pe banta hai ki chahe agar udhar gaadi ke focus par rahi kuch bhi par ra to hamko apni gaadi control mein rakhni hai ham

driver pad par control hamko dekhna hai samne to dekhna hai agar samne thokte hai to kes banta hai nahi sarkari kes bhi banta hai na kanun mein to yah phir kai gadiya chal rahi thi us gaadi se bacha main sabse andar wali laan mein tha ek rod ke kinare mujhe itna keval bata do samne tumhen dikhayee de rahi thi na Gurudev jab dikhayee di tab tab isse prayas kiya rokne ka lekin tab to ruk nahi pai aap nazdik jakar aapne dekha bakaya itna bada pashu to jab vakalt pa baithenge na to ismen phir doshi thahra jaoge aap ab iska matlab agar age se galti na ho kyonki ismen hai pehle paksh mein dekho hamne bilkul saaf mukadma kharij tha tha ki achanak jaise koi daud ke pashu aa jaata usmen driver kya karega achanak par agar samne raah mein wo hai to ham accha laiten par rahe hain to phir hamen gaadi ko control karna hai ki ab hamen sahi nahi dikhayee de raha samne koi purush bhi ho sakta hai koi bhi ho sakta hai to hamen control mein chalna hai itna bada pashu samne khada hai aur hamara to phir usmen asavdhani ho

gayi ab jab nazdik paunchenge to kaise bacha payenge raftar se gaadi to ismen to kes banta hai ismen to matlab lagta hai ki sam agar wah achanak aise ai hoti aur aap to usmen bacha liya tha koi kes nahi tum nishcint raho aur shastr mein agyaa hai yadi sahi nirnayak sant mahatma jo bhagwat wo kah de nahi to phir hamen bhogna padega aapko nahi kyonki ham to kah diya jao to aao tumhara aparadh phir hamen dand bhogna padega samjh rahe ho jo wahan dosh hai use sweekar kiya jae pehle wale mein ham vakalt kar

sakte hain ki nahi aparadh hai uska use pata nahi hai na wo apni gaadi raftar se chala raha hai aur side se koi bhi to ab usko pata nahi control kaise kare wo to ghatna ghat gaye lekin yah ghatna hamari kahin na kahin asavdhani se ghati kyonki samne wo khada hai ab wo to usko to pata nahi hai na ki ab hamko pata hona chahiye hamko savdhani rakhni chahiye ab light par rahi ye par rahi to phir tum hi thok jaoge agar aisi asavdhani ki to rod mein laiten to padti rahti hai to aap kisi gaadi mein takkar mar doge to aapka bhi hani ho sakti hai to uske liye bachav paksh bhi to hote hain kya gaadi mein bachav paksh nahi hote hamko to lagta hai jaise surya parta hai to hamne dekha hai bachchon ko aise wo kar lete hain na aise to bachav paksh ke dwara phir ham apni gaadi ko dheemi chal mein wahan chalae jahan hamko lag raha hai ki khatra ho sakta hai to agar aisi ghatna ho gayi hai to ab naam jap karo aur naam jap se us jeevtma ko pradan karo ki ye ham aapke ke mangal ke liye pra bhagwan se kshma mango aur naam jab naam

sankirtana yasy sarv paap pranas aadha ghanta roz naam kirtan karo ekant mein baith kar ke jab tak tumhare hriday ki jalan isiliye jalan ho rahi nahi hoti jalan shant na ho jahan shant ho jae to jaan lela ki ho gaya kam uska wo aadha ghanta naam kirtan wo us jeev ko samarpit kar do Gurudev ratri mein pus ki gaadi lekar ke kshetra mein ghumte hain koi chor ya koi is tarah ki ghatna na ho uske liye rod pa bahut sare cheente line laga ke cross haan dekho ab ab dekho Soni lagate hain pocha lagate to y jo swabhavic hamara lakshya nahi hona chahiye baat samjho hamara lakshya nahi hona chahiye ham savdhaan rahe ab aise aise kitne ki to aise dikh rahe bahut sankhya mein hai ab gaadi utha ke thodi ab hai ruko udhar ye to gale chalegi to paiya kuch dekho kuch anchahe dhang se aise paap bante rahte hain isliye naam kirtan zaruri jaise ham Soni laga rahe hain chhoti chhoti cheetiyan pocha laga rahe hain ya ham chal rahe hain to kuch jo nahi bhi dikhayee de rahe hain to bahut chhote-chhote jeev hote hain aur unke upar pair padega juta

padega haan aisa bahut se kisan aadmi jaise aise ki n ko nasht karne ke liye dawa dali lakho jeev mar gaye unka to ye kuch aise vidhan hai jinke liye mochan bhi hota hai gaya jab unke ghar sadhu aae bhiksha de di khatm ho gaya to yah vidhan isiliye kahte naam japna zaruri hai kyonki kahin na kahin ab fawda mara medak andar tha koi jeev tha kat gaya ab kisan aadmi aise par jab koi mahatma unke ghar jakar bhojan paye char roti mili wo nishpap ho gaye uske saath chidiya unke dane ko chugi jo kisan wo nishpap ho

ja aisa vidhan hai par kuch kriyaen aisi hai jinme swabhavic ke agar sahi pocho dekha jae jo ham shwas le rahe ismen bhi keetanu ja rahe hain chhote-chhote keetanu hote hain to kuch jo prakriya moti moti hai wah hamen bachani hai jo swabhavic hai wo to hoti ab jaise dahi pate hain to kahte usmen bhi kitaseto jab sukshm darshi aadi se dekha jae to usmen bhi kit ye jo ham ann pate hain muli sabji yah sab jeev hain dekho ukhad do chhod do dekho mar jaega kumla nahi jaega par yah hamare khane ke vidhan mein hai shastr agyaa karta hai isliye dharm hai ab pashu pakshi ko mar yah dharm nahi to jo vidhan kiya gaya hai jitna hai ab marg mein chal rahe ho man lo ab age dikhayee de rahi ki ek line cheet ki hai to aap kya karoge to ab chita to tumhen dikhayee di itni badi gay nahi dikhayee di vakalt mein phas jaoge chita ki lail dikhayee di maharaj ji ismen ek aur hamare paas bahar jab ham milte hain to bhi ek prashn aaya tha wo train ke driver the maharaj ji usmen kya hota hai jaise usmen bhi

bahut sare pashu aur aise hote hain to dur bhi agar pashu dikh raha hai 100 meetar nahi rokna nahi rokna kyonki wo rokega to hazaron log baithe hue hain abhi gaadi palat jaegi nahi agar break bhi lagana shuru hota to kahin na kahin ku nahi balance bigad jaega aur hazaron manushya mar jaenge gaadi palat jaegi wo kaise rok sakta hai nahi rok sa nahi nahi rok sakta na a wo 200 250 ki raftar se gaadi chal rahi usko dikhayee diya second mein pahunch jaegi agar wo turant break mante marte hain to patri se

wo dibbe lakha aur baithe hue manushyon pe hai haan manushya ki raksha matra ke liye phir sab ek do hai man lo wahan to ek jeev jaega agyaan varsh aur wahan gyan hai hazaron manushya mar jaenge to wo uska us nahi iska bhi nirnay theek se kiya jaata hai samjh rahe ho to wo to dekh raha hai ki agar ham is pashu ya manushya ek ke bchane ke chakkar mein dayo hazar marenge to wo nahi ruk ma ji unka second prashn tha theek hai ham is baat ko bhi mante hain hamne bhi aapki kripa se yahi bola tha to kah rahe the ki abhi

hamen aisa aparadh bodh hota hai ki hamne paap kiya nahi aisa wo swikrati se hota hai nahi sweekar karna wo nahi sweekar karna agar hamare ek ang se pura sharir nasht ho raha hai to ang katwa dete hain na katwa dete hain na bas aise hi dharm ko samjhna bada isiliye Draupadi ne kaha keval bata do Bhishma pitamah ji se kaha ki ye dharm hai to unka beta dharm bahut sukshm hota hai yudhishthir usko sampurnata janta hai dharm bada sukshm hota hai kahin adharm jo tumhen dikhayee de raha wah dharm hai aur kahin dharm jo dikhayee de raha va dharm hai ek mahatma the va bade satyavadi the to kuch jo hinsak the wah gay ka piche kar rahe the gay gaye unke ashram mein ghuskar chhup gaye unse aae bole gay kahan bole wo hai kyonki satyavadi the na narak mila unko kyonki tumhare vachan se uske hatya ho rahi hai waha bol dena chahiye kidhar gayi hamen to pata nahi kisi ki jaan ki raksha ho rahi wahan aisa nahi ki ha wo hai ye chhupa hai tumhari sharan mein aaya hai tumhari raksha karna kartavya to kai bar hota hai ki samjhna

isiliye to satsang kiya jaata hai kabhi tumhen dharm dikhayee de raha hai par va adharm ho sakta hai tumhen adharm dikhayee de raha hai par wo dharm ho sakta hai ab kisi ek jeev ke liye roka aur gaadi ka balance bigda patri se utre dibbe hazaron dash hazar log mar sakte hain isliye nahi wah jo chobh hota hai dayalu hriday jaise bachchhe ka dayalu hriday to bar-bar pashchatap kar raha hai isi se sare naam jap karen usi se matlab unke hriday ko shanti mileg haan bilkul accha dekho yuddh hota hai na tob samne vipaksh jo hai hamara shatru hi hota hai chahe wah koi bhi ho par dharm bada sukshm hai uska nirnay karne ke liye bina pavitra buddhi hui hai wo theek nirnay nahi hoga to usko unko shok nahi karna chahiye haan nishcint rahe haan agar hamen aisi suchna mil jati ki bhai ek kilometer dur kuch aisa hai to ham control mein kar train hai wo koi saikil thodi hai saikil thodi ab dekho aap kahan kar paye dayalu hriday pehle se pashu pakshi ki seva ki ruchi hai to kahe ko marenga par wah savdhani thodi si

hui nazdik pahunch gaye to nahi ek chhoti gaadi hai wo to bahut matlab usmen to hamen lagta hai ek dibbe mein do char 500 to baithe honge zyada baithe hain 100 ke aaspas baithe hain accha to puri gaadi mein hote doi haj ha to kitne log phir ha nahi nahi theek hai us par kya aur dekho ek mrityu ka samay nischit hai aur jis bahane se jis jeev ka nischit hai wo hoga waise hoga to usmen chinta y kuch aisi baten hoti jo hona hi hai jo hona ham janbujh karke na karen jo hona hai to Radha Radha Radha

cha cha bh h

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi