॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aise andhvishaas se bacho nahi to tumhara nash ho jaega !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

yah bahut nirday hote jo vastvik tantr ko nahi jante en jaan kya-kya adesh kar dete hain kya chaddha dan kya hatya kar do aisa ho jae unko pata nahi wo khud murkh hai kisi ko kasht dene se tumhen sukh ho sakta hai aisa kaise ho sakta hai kabhi nahi ho sakta to usne kaha agar naveen bakra ke bachchhe ko Bali di jati tumhare ladka ho jae bachchhe ko kata uski Bali de di jaisa tantrik ne kaha aisa dusre ko bachchhe ko mar kar kisi ko bachchha ho sakta hai bhulna karna kabhi koi bhul mat karna dusre ko dukh de ke tum kabhi sukhi nahi ho sakte tatkaal tumhen lagega parinaam mein tumhara aisa dukh mor rup lekar aayega ki tumhara nas ho jaega pakka

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi