bhagwan ki kripa kaise prapt hogi ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Ravi pratap sinh ji Agra se Radha Radha shri Harivansh Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapke ek satsang mein suna tha ki hamari vivek rupi kaichi aur sadhan ka bal kam hai in pahar rupi vikaro ko jad se ukhadne ke liye kintu agar prabhu ki kripa rupi talwar chalegi to yah pahar rupi vikaro ko ek bar mein hi ukhad fenke gi maharaj ji kaise prabhu ki yah kripa rupi talwar chalegi hamare sabhi vikar haan sharanagat ho jao andar se pehle to dekho tum har gaye ho ki nahi har gaye ho andar se dekhe ki ham har gaye ab hamara bas nahi hai ki main in par jit sakun sachchai se aur tumhen vastvik un bhogon se dukh mehsus ho raha ho abhi kya hota hai ham log sun ke ke papa charan nahi karna chahiye par lagta andar se bahut accha hai hamari baat kyon nahi sun rahe bhagwan uski baat samjho hamne suna ki aisa nahi karna chahiye nahi karna chahiye par andar se bahut accha lag raha hai wo karne ke liye andar sukhad lalsa hai phir kahte bhagwan bacha lo yah bola upar se va andar kya hai
andar wo bahut to jab tak uska dukh ka anubhav nahi hoga tumhen unmein ghrna bhav nahi hoga unmein yah bhav nahi hoga ki mera nash karne wale tab tak andar se pukar nahi hoti jahan andar se wo jo sukhad baat thi wahan klesh paida ho gaya shanti ab nahi bahut ho chuka bahut ho chuka he prabhu aap kripa karo main nikalna chahta hoon aap dekh lo sharanagat hokar andar se bal baat samjh lena number bina mile helo nahi hoga number tabhi milega jab anya koi aashray anya koi chah aur bharosa nahi ek bharoso ek bal ek atma vishwas fouran baat hogi phaur matlab second tab vyatit hoga jab uttar tumhare samne hoga final tumhare samne hoga wo bhagwan hai par hamara kya hota hai and jaise ham chahte hain ki yar ham aisa na karen gandi baat hai bhagwan ke khilaf baat hai par andar se mithas hai sukhad vriti phir tumhen koi nahi bachaega pehle jao wahan thokre khao aur dukhi ho aur jab tumhen asliyat mein dukh samjh mein aa jae tab batana tab rona tab usi samay pha baat bana bin roye kin paiya prem piyara mit ham logon ka jo
kapt bhara prarthna hai wah isiliye nahi suni jati ki andar se kapt hai beech mein ki mujhe priy lagta hai sansaar chodna chahte abhi naam jap karo jab shuddh buddhi ho tab aapko dikhayee dega ki are vastvik yah dukh mein hai dukhal mein sukh kahan hai jab vastvik hoga tab andar se prarthna hogi aur wah prarthna ansuni nahi hoti usi prarthna se bhagwan ka avatar hota hai tumhare hriday mein bhagwan prakashit ho jaenge naam jap karo satsang suno pavitra bhojan pao dusron ke saath accha vihaar karne ka bhav socho phir aapke hriday mein dhire dhire dhire yah jo vikar hain yah chubhne lagenge bura burai jab apne ko burai rup mein aati hai na dikhayee deti hai na to usko ham nikal sakte hain lekin burai jab hamen sukhad lagne lagti hai phir ham nahi nikal pate agar ham so rahe hain to hamen koi jaga sakta hai par sone ka natak kar rahe hain phir nahi jaga sakta kyonki ham sone ka natak kar rahe hain baat hamari samjh mein aa rahi hone ke baad maha bahut galani hoti hai baad mein abhi wo galani nahi jiske gilan ke
baad phir man bhayabhit ho jae aise bhayabhit ho jaata hai ki aap agar aisa hua tob jivit rahna mushkil ho jaega ab nahi wah glani use kahte ab nahi ho sakta yah hamen kaat de chahe par ham ab yah nahi kar sakte use dekho sadan ji maharaj thakur ji ke darshan Jagannath ji ke darshan karne ke liye ja rahe the bade mahan bhagat hue to raste mein bhiksha ke liye kisi ghar mein gaye ab bhajan karne walon ka ek alag akarshan khichav hota hai jo ghar mein wo dekha to nai avastha aur bhajan ka bal to tej prakt ho raha usne kaha baithkar pa lijiye sandhya ka samay tha socha chalo theek hai baith ke pa u ka aaj yahan vishram kar lijiye saral hriday theek aisa nahi hona chahiye bhiksha lo bahar jao mandir mein so jao vriksh ke niche so jao ghar grahasti mein kyonki wahan unke paramanu hai wahan unki grahasti ki leela hai ya koi alag aisa vas ho jo parivaar se alag to phir sadhu mahatma ke liye jis ghar mein sab usi ghar mein say karne ke liye bahar ya to bahar darwaze ke bahar chhappar para hai aisa ya koi devalay ya vriksh aisa sadhuan ke liye ki ghar
grihasth hon se ann to le liya aur shayan hamara ekant mein ho par wo saral bhakt wahi ab wo raat mein tab unhone uttar diya ki tum kaise swabhav wali ho tumhara pati hai abhi aur tum aisa to usko laga ki agar pati na rahe to sweekar kar lenge kyonki unhone aisa kaha to pati ki hatya kar di bhai bole hamne pati ko mar diya va so rahe the ka ghor aparadh tu kitni papini hai apne pati ki hatya bole zyada updesh mat karo jo main kah rahi hoon wo karo nahi abhi halla machati ho pure ganv ke log aaenge tumhen jaan se mar denge unho kaha nahi marna to hai hi hai ek din main tayyar hoon marne ke liye par main kumargh ka aacharan nahi kar sakta kumargh ka tumhari shraddha bhavna ke karan mein ruk gaya usne bacha diya alla log aa gaye unka pehle isne hamne chhedne ki cheshta ki jab main raji nahi hui mere pati bchane paksh mein hai to pati ki hatya kar di aur mere saath y apvitra vihaar karna chahta pura ka pura bhav hi badal diya ab unko bandi banaya gaya raj darbar mein le jaya gaya pucha
gaya ki aapne aisa aacharan kiya u kaha nahi va stri bolne lagi jhooth bol raha hai raja ne kaha y stri to phir jaisa y bol rahi vaisa aap karo ek bar keval nahi bola tha dobara nahi dobara safai ki malik ki jaisi ichchha hogi vaisa bole inke donon hath kaat diye jae kaat diye gaye donon hath kaat diye jae donon hath ka ve mein isliye unko jail to saja to nahi inke donon hath kaat ke inko chhod do donon hath kaat diye ga gaye Jagannath ji has karke kahegi ab pranam bhi kaise kare hath bhi kaise jode aple
to katwa diye joy aise kiya naveen hath ja gaye na hath katne mein unko dard hua na koi kasht hua bhav yahan dikhaya ki agar ham dharm se chale hamen kaat diya jae to bhi ham adrma aacharan nahi karenge phir hamara man hamari buddhi hamko gande aacharan mein kaise phisla deti hamari nishtha honi chahiye abhi ham log thoda sun suna ke wo jalan hai abhi vastvik jalan nahi agar vastvik jalan hogi to koi hamen gira nahi sakta pakka koi nahi koi nahi gira sakta bhagoge bhagoge jab aapko gyan ho jaega na ki asliyat mein kya hai sansaar ka khel maya kaise phasak hamen bhajan vimurkh karte lage raho naam jap karo achhche aacharan karo wo sthiti koi durlabh nahi apne hriday mein jab bhagwan baithe to kaun si sthiti ab hamare liye durlabh hai sab sthiti aa jaegi
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1401 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- sant bhagwan ke prashn par maharaj ji ne sadhna jeevan ke liye kya updesh diya? — maharaj ji kuch ham logon ko aap bata den ki jaise sadhna jeevan mein kya kaise kuch bhi aap apne mukharvind se kuch sab baton ki keval ek hi baat hai na vishay chintan hone pave na vishay kriya bas…
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …