॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar tumhen lagta hai ghee, doodh kha kar brahmcharya pusht kar lenge to dhoke me mat raho !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

brahmcharya dharan karne wale koi badam halwa aur ghee ki zaroorat hi nahi bhai bilkul sachchi mani hai jin logon ko aisa lagta hai ki brahmcharya ksheen karke ham ghee doodh pi kar ke ya makar aur kaun si bhasm aur swarn bhasm makar dhvaj kya-kya bhai yah sab uski purti nahi kar sakte dhyan rakhna jo brahmcharya aapka chherd hua jo nash nadiyon ka abhyaas aapka galat ban gaya usko koi bhi bhasm koi bhi aushadhi koi bhi ghee doodh badam pista purn nahi kar sakta dhyan rakhna jin logon ko aisa lagta hai wah bhram mein hai wah brahm mein hai wah bhagwat aradhan ki yogyta kho denge brahmcharya atyant avashyak hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi