॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab ek chhote bachchhe ne kaha "mujhe apni ayu aapko deni hai" !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ayu deni hai to kaise denge apni ayu aapko deni hai to kaise denge nahi aapki ayu shri ji ke prasannata ke liye mata-pita ke sukh ke liye samaj ki seva ke liye hamari ayu jaise samaj ki seva ke liye agar aap apni mummy papa ki agyaa mein rahoge aur achchhi padhai karoge aur hamari samaj seva karoge to meri hi ayu ho gayi aur agar aap gande aacharan karoge to phir theek nahi mummy papa ki agyaa mein raho aur achhche vidyarthi achhche padho jisse achhche pado mein jao hamare samaj ki seva karo desh ki seva karo samjh rahe ho na ham naukar hain ham sevak hain jaise ham Baba ji ka bhesh hai to ham updesh dekar seva kar rahe hain tum padhe likh ke achhche doctor bano achhche koi paddhikari bano jisse hamare desh ki seva karo janm lene ka tatparya dusron ko sukh pahunchana ayu ki sarthakta hai sabko sukh pahunchana to hamari ko ayu dene ka matlab hamari agyaa ka palan karo mummy papa ki baat mein chalna koi gande bachchon ko sangam mat karna naam jap Radha Radha aur achchhi padhai karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi