॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

gale padh jao kalyan ho jaega !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

gale par jao badhiya isi janm mein kalyan ho jaega gale par jane ka matlab jaise koi gale par raha ho to uska matlab samjhte ho maro peeto gali do bhagao nahi bha gale par bole ab kya karen gale hi par gaya aap kya karen aap to jaise bhi ab aapke hain to ham khub halla macha kahenge Radha vallabh lal ke tum apni izzat bacha li to sudhar lo hamen samjh gaye ye gale par la ha kahavat lamba tilak lagaenge aur jai Radha vallabh lal ki bolenge aur aapke layak to ham hai nahi ab aapko apne layak banana ki aapka das kaisa hota hai to aapko banane ke liye koi mashin ki zaroorat nahi aap aise bana doge bana dena ab aapke gale par gaye aap hi hamari izzat ho aap hi hamare jeevan ho apni izzat sambhal nahi hai to hamen sambhal lena wo sambhal lete hain par jab tak ahankaar hai tab tak unki taraf se yah process shuru nahi hota

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi