॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ye sirf usi ke liye sambhav hai jiske andar ahankaar nahi hai !!! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham kisi ko samjha rahe aur va hamari avhelna karke chal de gali de de to hamen muskura dena hai kyonki ham apni baat kah rahe hain satya baat kah rahe hain ab aap nahi man rahe hain ye aapka swabhav hai aapka prabhav agar hamare ko bura lagta hai to pehle hamen sudharne ki zaroorat hai dusre ke sudharne ki yogyta bhi ham mein nahi hai jab ham apni baat ko rakhen aur samne wala tiraskaar kar de hamari baat ko aur hamen bura na lage tab ham baat rakhne layak hue hain yah sab baten vichar kar le nahi chahiye

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi