॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

naye samaj ki kaisi buddhi bhrasht ho rahi hai !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aur mata-pita ko bhagwan man lo dhikkar tumhare sharir ko jo mata-pita ne paida kiya aur unhin ko dand de rahe ho yah naye bachchhe kuch nahi samjh rahe dharm na bhagwan budhe ko thappad se bahu mar rahe hain budhi sas hai thappad se mar aur sas ko bhi chahiye agar vayovriddh nahi hui ho aap pusht ho to bahu ko naukrani na samjhe beti samjhe budhe mata-pita ko samay se unko bhojan de do unke pair chhulo jo samarth ho chuke hain budhe mata-pita unka katu vachno ke dwara apman karna ya jawani ke nashe mein akar un par hath chhod dena ya unko ghar se nikal dena to likh lo durgati pakki kuch bhi kar lo jake tum agar mata-pita ki seva kar li to sare tirth sare mandir jane ka phal mil jaega aur sab jagah jao un budhon ko bhojan nahi unko galiyan apman to kahin bhi jao thokar aur aparadh karke aoge aur wo tumhari durgati kar dega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi