॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aaj ke hamare naye-naye bachchhe adharm ke marg par nikal chuke hain !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ab to aisa vihaar badalta chala ja raha hai ki bolne ka man nahi karta hai ab batao va kaise grihasth achhche baenge jinke char bay friend hai ya jinke char girl friend hai aaj ke naye-naye bachchhe jo ate hain wo sab batte hain ab batao kaise wo ek achhche grihasth baenge kaise unmein dharm mariyada rahegi ek indri Rasendra hai agar aap isko hotel ke alag-alag chat khwa denge na phir isko apne ghar ki roti daal achchhi nahi lagegi dhyan rakhna aisi sab indriyan hain bahut chanchal hai hai aur vyasan mat karke aapko bhogon mein laga dene wali hai ab wo ham baad mein kahe ki hamen dukh mil raha hai hamen pareshani ho rahi to aapne bo diya vyabhichari kabhi sukhi nahi ho sakta vyasni kabhi sukhi nahi ho sakta mansahar karne wale ka hriday kabhi shant aur aandit nahi ho sakta kyonki atma bal hin kabhi shanti nahi prapt kar sakta mana tum sharir ko mota kitne din kal ka ek tamacha lagega sab bikhar jaoge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi