॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

khiladiyon ko maharaj ji ka sandesh !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

koi bhi krida hai koi bhi khel hai ham to usko bhi support karte hain mano koi khiladi hai aur wo bharat ko vijay dilata hai wo jita suyash uska ho raha hai dhan usko milega par saath mein hamara desh juda ki bharat ka khiladi amuk amuk jita ab usko pcha jana tu par mushkil pcha pate hain wo fail jaate hain us aam ko pcha nahi pate to dhire-dhire phir jo laukik unnati mili hai unko vilasita mein fansa deti hai to manav jeevan ko jo lakshya hai wo chala jaata hai ab usko sab bhog vilas mil gaye samjhar mein purn kitne din ye sab chhutega tera satya vastu ko prapt karna hi manav jeevan ka param lakshya hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi