॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek din aayega pakka jab tumhen samjh me aayega !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aap aise mitra ko mitra banao jo har paristhiti mein aapka sahyog karen wah keval shri Krishna hai wo keval prabhu hai dusra koi nahi abh baat abhi samjh mein nahi aayegi kyonki jaise Yavan avastha hoti hai pramad sthiti hoti hai to ye sab bhagwan aur bhagwan ki baten sabse aise lagte hai lekin ek samay aata hai jab keval yahi baat samjh mein aati ki haan yahi hai apne dusra koi nahi hai yahan jo jitna bhi pyar jitna bhi mangalmay dikhayee de raha hai na va sab chand kshanon ka jis din tumhare punya nasht hue to wahi mitra shatru ban jaega wahi bhog tumhen jalane wala ban jaega koi tumhen poochne wala nahi hoga pakka

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi