॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

tumhen bahut bade dhoke me fasaya ja raha hai !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

dekho jahan mein jana hai na wahan ka prichay nahi hai hai prichay aapko apna prichay nahi jahan jana hai us desh mein yahan ki koi bhi samgri saath nahi jati sab yahi chhin li jati hai kitne dhoke mein pala ja raha hai aapko nahi samjh aa raha kitne dhoke mein rakha ja raha hai jab aap yahan se jaenge to is desh ka matlab mrityu lok ka aap ek sui ki nok bhi nahi le jaenge sab sharir se chhuda liya jaega yar bada ye to dhoke ka kam hai nahi ek chij jaega bhagwan ka bhajan wo kar nahi rahe isiliye sab ghata ghata ho raha hai bhajan karte hue sab karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi