॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kalyug ke diye hue vachan aaj sach hote nazar aa rahe hain !!!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

brahma ji ke char putr hain prakt hue Satayug treta Dvapar aur kalyug brahma ji ne sampurn bhavnon ka nirman kiya hai kyonki srishti rachna ka karya brahma ji ko hai to brahma ji ne charon putro ko bulaya Satayug treta Dvapar kalyug ko Satayug se kaha beta hamari agyaa hai yad main tumhare swabhav ko janta hoon tum apne rajya mein aisa kuch vidhan karna ki hamne narak banaya hai usmen bhi pravesh ho khali na rahe unka pitaji aisa nahi ho sakta hamare rajya mein koi nark nahi ja sakta treta se kaha treta ne kaha ham apne bade bhai ka anugman karenge pita shri Dvapar ki taraf dekhe bole aapko nirash nahi karenge prayas karenge kalyug se kaha to kaha pitaji jaise bade bhai ne kaha hamare rajya mein koi nark nahi jaega aise ham aapko vachan dete hain ki hamare rajya mein koi baral bach jae to swarg ya bhagwat prapti karen sidhe sabko narak bhejenge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi