॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

tumhara prem sacha hai ki jutha ???

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise ham jab kahte hain ki tumhara sabka jhutha prem hai to kahte nahi hamara to sacha prem hai ham pran tyag sakte hain kiske liye prichay batao kisse pyar kiya hai to kahenge amuk ladki se amuk ladke se aise bachchhe bol dete hain tum is danche se pyar kar rahe ho aur jab wo nikal jaega jo us ladki ke andar hai ya ladke ke andar hai jhutha hua na andar jo tatv tha usko tum jante hi nahi ho usse prichay nahi to hua na jhutha tumhara pyar yahan aapse koi pyar nahi karta aap kisi se pyar nahi karte sachchi baat kyonki aap bhagwad ansh hain ham sab shariron se pyar ka natak khelte hain sachchai se samjhna jitna suvida bogi sharir hamara utna ham apne ko sukhi mante hain aur jitna suvida hamse jo le payega utna hi wo aapko pyar karega jis din aapki suvidhae khatm ho jaengi aapko is sharir ko koi pyar nahi karega jis din aap is sharir ko chhod denge us sharir ko nasht kar diya jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi