॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

guru se panchakshari mantr mila hai lekin dhyan mein thakur ji ate hain. Kya karun?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mantr diksha mein panchakshari mantr mila hai lekin mantr jap karte samay hamesha jugal sarkar dhyan mein ate hain mantr jaap panchakshari ka karta hoon rahun aur Gurudev marg prashasth karen ya anya mantr se guru diksha dekho bhagwan shiv param vaishnav charya bhi hai aur adwait siddhant ko prakashit karne ke liye bhagwan shankaracharya ke rup mein wahi hai wo jab kripa karte hain Ram bhakti Krishna bhakti yugal bhakti jo sab mantr diksha aadi jab tak spasht adesh na ho hriday mein tab tak nahi ek nishtha honi chahiye ek anannya apne guru charnon mein honi chahiye anya aashray nahi apni manmani karne se na paramarth ban payega na vihaar ban payega jo Gurudev ne mantr diya raat din usi par chitra lagao pavitra avastha mein apvitra avastha mein naam jap karo aur ashrit raho age ka marg prakashit ho jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi