॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

savdhaan jo santo ko dekhkar pila ya lal odh lete hain !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Maharshi aaj bahut jane dekhe jaate hain ki jaise aapko ham sanyaas se pila ya lal to wah pila odh lete hain ya bada bhari aparadh hai ab to man mani to sab log kar rahe hain aaj guru mani kahan koi chalna chahta hai aise vastr dharan karne ka adhikar nahi hai guru jaise ek bar ek lal kapda dharan kiye the hi dham mein aae to hamne pucha aapki acharya parampara se jude kisse nahi bol paye to ham kaha bhai aparadh kar rahe ho to aapka aapko log sadhu manenge aap sadhu paddhti sweekar nahi kiye ho aapse galat kam honge aur likha jaega ki sant jo hai aise se aise va matlab acharya parampara se koi bhi sanyaas diksha nahi hui aur manmani bhesh bilkul nahi dharan karna chahiye kyon vesh dharan karo aapka vesh koi nind nahi hai kya are is vesh mein aap mahatma hai sache aacharan kijiye sant ke marg mein chalna bada kathin hai sant ka vesh dharan kar lene matra se bhagwan ki prapti nahi hoti sant marg hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi