॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

meri donon kidney phayl hai. Meri patni ne mujhe kidney diya. Ab yah sochkar mujhe dukh hota hai.

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

main bhi ek kidney failure peshent hoon maharaj ji gat varsh mera transaplant hua aur meri dharmpati ne mujhe kidney donet ki aur aap aksar kahte hain ki main kisi se kidney lekar kisi ko kasht nahi dena chahta maharaj ji is baat ko lekar atyant duwidha mein hoon ki maine kya maine kidney lekar theek nahi kiya va ardhangini ka matlab hota hai hamara aadha ang ham to pranam karte hain aapki ardhangini ko jinhone vastvik param dharm ka nirvah kiya dharm hi nahi param dharm ka apne pati ke prannon ki raksha ke liye apne prannon ki baji laga di dhanyavaad aur pranam yogya hamara bhagwat marg hai ham kisi ko kinchna matra dukh dekar sukh hona isse accha pran nikal jae kyonki hamara lakshya hai sabko sukh dena yah unka hai unse hamari yahi baat hai tumhen agar seva karwani hai to aap chalao inheen kidney ko chalao aapko chalana hai jai din

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi