॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bas is ek chiz ko hata do to sare kashto se bach jaoge !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham apne karya mein jab viphal ho jaate hain to hamari sthiti bahut najuk ho jati hai ham depression mein pahunchne ki sthiti mein pahunch jaate hain ya akhiri nirnay kar lete hain ki ab sharir ko hi rakhna kya nahi nahi aisa hamara manav deh iske liye nahi mila hai tu phal ki bilkul ichchha mat kar aur apne kartavya karm ko kar to phal to milega hi milega lekin tu pareshaan nahi hoga mano agar phal mein badha pahunch gayi abhi to hamara satkarma hai ham achhche karm kartavya karm kar rahe hain va bhagwan ko samarpit kar rahe hain to aaj nahi lekin iska parinaam kal ya parso jo aayega bahut jor ka aayega mangalmay aayega agar ham keval phal parikshit hain to ab hamko yah dikhayee de raha hai ki parinaam to aaya nahi ab hamari a shraddha bhagwan pe ho sakti hai hamari chinta shok ka karan ban sakta hai kartavya ka phal na na milega pakka milega wo par tumhari ichchha hone ke karan tum tatkaal dukhi ya sukhi ho sakte ho mila to phool gaye yah bhi dosh hai harshit hue to shakit hona padega agar harshit nahi hue to shokh hoga

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi