॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

koi kasht de us samay hamen kya karna chahiye ??

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bahut bar aisa hota hai ki hamen koi bar-bar chot pahuncha raha hai aap yahi kahte hain ki wah hamen chot nahi pahuncha raha yah hamare hi karm hai hamen chot jo pahucha rahe hain to hamen yahi sochkar chup rahna chahiye ki ye hamare karm hai ya agar bar-bar zyada galat kare to aisa rone ka pra karna chahi sima hamen koi gali de raha hai ham sah jaenge chot pahunchane ka tatparya ka bhav lekin koi hamare dharm par phir ham nahi sahenge hamara kanun hai bharatiya kanun samvidhan hai aur bhagwat kanun hai to ham pehle dharm ki raksha us samay tatkaal karenge apne hi nij janon mein hamare dharm ka nash kar raha hai hamen pata chal raha hai ki hamare dharm is samay sankat mein hai ham usko kanun mein shikayat karenge aur apni suraksha karenge ab pata chala ki yah hamare ko nash bhi kar sakta hai ya kar sakti hai ab va savdhaan ho jao ab priyata se baat nahi hogi ab baat wo malin mein pahunch chuki hai phir wo sambandh nirva hai ab apne pran aur jeevan ko bachakar jine ki bhagwat prapti ki bhagwat marg ki baat ra

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi