॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bahut sundar avsar mila hai, ab mat chukna !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kaun si unnati hai yahan ki sabse badi unnati hai main bata du chahe jo kuch bana ho ant mein yah sharir pad aur sab kamaya hua vaibhav yahi chhut jaega ab satya vastu kya kamai usne yah khas baat thi uski taraf to dhyan nahi diya gaya to kuch nahi wo asshat kriyaen wo shubh kriyaen paap aur punya inheen donon se to bhtak rahe the inheen donon ko lekar phir chale jaenge ab kuch aisa kar lena chahiye ki hamara aavagaman ruk jae kam se kam itni mein to brak lag jae ki manushya bane agar hamara kam pura na ho to hamen phir manushya sharir mile sadhu samagam mile ham aise bhajan sadhan karen ki sansaar se mukt ho jae ham apni taraf dekhne lage to hamara kam ban jae ham dusron ki taraf dekhte hain tabhi hamara kam nahi ban pa raha dusron ke gun dekhte hain dusron ke avgun dekhte hain aur sahi pocho to hamara ghar khud ganda hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi