॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kahin aap bhi to ye galti nahi kar rahe ho ???

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

is vastr ko jo pahne hain ismen Radhe Radhe likha hai yadi aap ise bathroom mein dhoenge to ye Radha naam ki dhovan jaegi to ismen theek nahi hai to aap kripa karke isko kabhi dhoe nahi aise likhe hue vastr mat pahne kyonki kabhi aapne agar aisa kiya ki dhoya to jahan ham laghu shanka karte hain wahi Radha naam ka to Radha naam simhasaan mein bhi virajman hai ab jaise aap haan aise baithe to Radha naam ke upar baith jaenge piche ka hissa hai na agar kabhi dhona pare na to ham to kahenge y sala ki yamuna ji mein Vrindavan mein dhoe Radha Baba ko jante ho gita vatika mein naam suna hoga to wahan Ghanshyam das thakur ji Vrindavan ke the to wahan aise aise raj mein likh diya aise Radha Baba jab wahan se nikle to dekha unka kisne likha jamin pe kisi ka pair par jaega bole thakur ji ne likha to bulaya unka thakur ji aapne aisa kaise kar diya aur phir wahan ki puri raj uthakar apne achle mein aur phir tulsi ji ke ghere mein dali to mahapurush jan Radha naam ki mahima jante aisa ma ji kisi bhi naam pe jaise koi Ram

naam Ram naam ya Krishna naam hari naam

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi