॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dhyan se sune, Gayatri mantr, mahamrityunjay mantr aadi mantro ke liye chetavni !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

chahe kisi devi ke mantr ke chahe Mrityunjay mantr ke phir usmen bahut savdhani ki avshyakta hai guru pradatt mantr guru pradatt paddhti aur guru sanidhy tab safalta prapt hoti hai aur aise jaise nahi bajte rahte tep mein Gayatri mantr baj raha hai maha Mrityunjay baj raha hai to kuch bhi baja lo ye sab maha aparadh hai ye mantr guru prdat aur gupt jante ho kaise diye jaate hain mantr haan chaddar uda ke ki koi othon ki kriya se bhi na jaan paye kan mein mantr shankh ghanta bajwa ke koi sun na pave a tepon mein baj rahe hain Gayatri mantr baj rahe hain dwadsha aksha panchakshari mantr mahamrityunjay ye sab baj rahe hain yah bhrasht buddhi ki jo Shastri gupt mantr guru prdat hone chahiye wo baj rahe hain unka gayan kiya ja raha hay gayan karne kirtan kiya jaata hai naam ka mantro ka upansu mansik jab kiya jaata hai guru pradatt man mane nahi ki shastr mein padhao shuru kar diya nahi nahi uski paddhtiyan hoti hai koi bhi mantr sab samarth shali hai lekin guru se milo to upasna

ke paripakva rahasya ko jante ho unke batae hue marg se chalo badhiya ho jaega theek hai na

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi