॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kyon hain hamara bharat sabse mahan ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham koi sadharan desh mein nahi hai ye bharat hai granthon mein padhkar dekhiye is desh ki mahima hai kyonki yahan se sidhe param pad bhogon ko bhi dharm mariyada mein rakha gaya hai ye aisa nahi hai ki aap manmani aacharan karen jaise aap anya deshon ka udaharan bharat desh se de to nahi y param pavan karm bhumi ye desh hai yahan se hi anya logon ki yatra prarambh hoti hai moksh shabd se kisi bhi desh mein chale jaiye siddhant ka agar kahin prichay hai to kisi bharat ke rishi muni ka prabhav hoga naam jap ka prabhav kisi bharat ke rishi muni ka prabhav hoga nahi to bahut bahut swarg aur nark ki baten hoti hai dekh lo swarg aur nark tak ki baten hoti hai lekin param pad aur moksh aur bhagwat prapti ye sab baten nahi hai ye keval bharat desh mein agar tumhara pavan charit hai to hamara desh naman karta hai ye aisa desh nahi ki man mane aacharan karke durgati karo ye desh hai yahan shastr ki agyaa mahapurushon ki agyaa mein chalkar divyta prapt karo

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi