॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar is prakaar parikrama karoge to nischit bhav sagar se par ho jaoge !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

giriraj ji ki parikrama ki mahima va mahatva janne ki ichchha hai aur parikrama karte samay kaun se niyam palan karen jisse parikrama mein koi truti na ho yahan jo parikrama di jati hai to dahni taraf giriraj ji hote hain puri parikrama jab ham parikrama denge to dahni taraf aradhya dev giriraj ji hote hain to idhar laghu shanka na kare idhar thuke nahi idhar kulla na kare laghu shanka kulla bai taraf karen aur pure giriraj ji mein maun parikrama de ya naam kirtan karen beech mein koi prapanch ki baat na karen koi nasha na karen jaise agyani jan hai nahi jante hain to masala kha liya ya bidi cigret pi aisa nahi parikrama matlab puja ho rahi hai bhale ek bar parikrama do lekin nange pair parikrama do kyonki puja mein juta pahan ke thodi jaate hain to ham giriraj ji ki parikrama kar rahe hain nange pair karen dahni taraf koi laghu shanka mal mutr ka kulla aadi ka tyag na karen bai taraf karen aur maun vrat dharan karte hue naam jap karen ya naam kirtan karte hue aisi puri parikrama kar le to 84 lakh

yoniyon mein nahi jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi