॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar agla janm ho to kaisa ho ??

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

vichar karke dekho jail mein rahna pasand karte ho kya ye panch bhautik jail hai kam krodh lobh moh mad matsar jhal mar dande sabko pidit kar rahe hain sabko samjh mein nahi aa raha ye sharir ko mangne ka matlab jail mangna nahi nahi agar ham is jail sansaar rupi dukhal mein bheje bhi jae to karm bandhan se mukt hokar aao aur dusre ko karm bandhan se mukt karne wala banu aap to karm bandhan mein bandhne ki baat soch rahe hain kyon aap bataiye apne vichar prakt kijiye maharaj ji main chahta hoon mera agla janm sant ka janm ho haan ab baat dekho janm aur sant janm mein antar ho gaya na main janm karm bandhan se mukt sant ka janm ka matlab sochte ho bhagwan ka bhagwat mahapurush hokar swayam tare aur dusron ko tarne wala iske liye nirantar naam jap karo bhagwan ki aradhna karo bhagwan kripa karenge agla janm aisa mahan denge lakho ka kalyan aapki vani se ho jaega aapke sankalp se lakho ke papon ka nash ho jaega theek hai na naam jap karo aur bhagwan ke charitra ka gayan karo ye bahut jaldi hriday ko nirmal karte hain

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi