॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jinka swabhav ban gaya hai aaj kisi ke saath kal kisi aur ke saath dhyan se sunen !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aap dhyan dijiega koi dekhe na dekhe jo dekhna hai wo dekh raha hai char char aath aur do 10 yahi baitha hai tumhare chati mein jo dekh raha hai ye na socho ki manoranjan ke liye chhut hai nahi parai stri ke gale lagna shuru kar diya ghor papa charan ya parai stri paray purush ke saath ghor papa charan agar dusri matao bahno ki taraf ya matayen bahne dusre purushan ki taraf ghor narak ki yantrana ke liye vyvastha karni hai raji ho to zindagi bhar ke liye dharm purvak sweekar karo aur aaj jeevan sahenshilta bankar donon bhagwat aradhan karte hue grast dharm mein jao sweekar hai lekin aise sweekar nahi ki aaj mitra kal brekap phir parso dusra mitra ise jante ho apni bhasha mein bharatiya bhasha mein kya kahte hain vyabhichar vyabhichar karne walon ko kya kahte ho age samjh lijiye aap kya samjhte ho papa charan karne ke baad tum bes rakh karar bhajan kar loge chahe jo bhes rakh lo bhajan aise nahi hota hai ye swarth ka nasha jo tumhare chadh gaya hai ki aise sukhi hua jaata hai manmani aacharan karke ye tumhara nash kar dega

man lo bhagwan ki sharan mein ho jao mangal kar denge

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi