age kalikal ka tandav hone wala hai abhi samay hai nikal chalo !!
pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
he yah char din ka jeevan hai ismen chahe paap kama lo ya punya kama lo ya bhagwan ki prapti kar lo uttam to yahi hai ki har karm bhagwan ko samarpit karte hue naam jap karte hue jis marg mein jahan kadam rakh diya vaisa jeevan vyatit karo Ram rup dharan kiya Krishna jo swang racha waise hi to tum unhin ke das ho yadi grihasth ho to vaisa aacharan virakta ho to vaisa aacharan aisa nahi ki apni sima ko lang ke idhar ya idhar se idhar age badha ja sakta hai piche nahi hata ja sakta is marg mein jo piche hata usko rom diya maya ne kya samjhte ho tum avinashi sharir ko lekar ke are prakriti itni balvan hoti chali ja rahi hai aur itna adharm badhta chala ja raha hai inheen panch bhauton se tumne paap kiye hain inheen se tumhen dand milega kabhi bhukamp kabhi jal apni mariyada ko chhod dega kabhi aisi aag ka tandav hoga bhasm ho jaoge ye tumhen nasht ye bahut bhyawah jeevan hai yadi sacchidanand bhagwan ka aashray nahi hai isliye bhagwad aashray to hosh thikana rakh kar ke
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- jisse prem hota hai, uski har chiz pyari lagti hai — jab ham kisi ko apna mante hain to bar-bar uski charcha karne mein, bar-bar uski charcha sunne mein aur wah gali bhi pyari lagti hai jismen apna pyara rahta hai aur uske padosi bhi pyare lagte…
- bhagwan kab milte hain? Har sadhak ko janna chahiye | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — ek bar narad ji maharaj bhramn karte hue ja rahe the to kuch samip pe ek bat vriksh ke niche mahatma bhajan kar rahe the ek peepal ke niche bhajan kar rahe the to narad ji ko pranam karke bat vriksh wale…
- mouka bar-bar nahi milta. Kahin der na ho jae! — yah jitni bhi gandi baten hain madirpan karna, mans khana, juaa khelnaa, vybhchar karna yah sab mahapap hai. Buddhi ko bhrasht karakar aise jeev ko nasht ho jaata. Yah samjh mein nahi aata. Manushya sharir…
- mangi hui har chiz kyon nahi milti, kya wajah hai? — maa ke paas gaye hamen itne rupaye dijiye nahi hamen chahiye itne nahi denge nahi denge nahi denge to badmash barbad karega to yah baat maa se hi ho sakti hai dusre se nahi ho sakti aap dusre se…
- 🤍🤍radhapiy ju ke phool bangla mein darshan 🤍🤍 — Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha [ghanta] Radha shri Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha…
- kaliyug mein aisa kya khas hai jo Satayug mein bhi nahi? — kalyug papon ka vistar karega to munio ne vichar kiya ki papon se kaise bacha jae to bhagwan vyas dev ji us samay ganga ji mein snaan kar rahe the to sabne socha chalo vyas ji se chalkar ke…