॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya hanuman chalisa mein tulsidas ji ki jagah apna naam le sakte hain ?Shri Premanand Govind Sharan Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

chalisa aadi padhte hain tab ant mein jis prakaar tulsidas sada hari chehra jaise ab mera naam amit joshi hai to amit joshi sada hari chehra kah sakte hain nahi jo likha hai wahi bolo bhav andar se kar lo jiska pad hai usi ki chap honi chahiye tum apni chap kaise laga sakte ho jiski rachna hai usi ki chap honi chahiye chori ho jaegi ye aparadh ban jaega jiski baat hai usi ki baat karo pujya Baba ne amuk baat kahi hai pujya amuk sant ne amuk baat kahi hai uski chap lagao unki unki baat hai unki baat ham samne

rakh rahe hain tulsidas sada hari chera ki jai nath dera us samay tulsidas ham ban gaye ye naam to bahari hai tumhara andar to wahi hai unhin ka dasat hai ham us samay tulsidas ji jaise bhav se kah rahe hain aise mera bhi swaroop jo tulsidas ji ka swaroop wahi mera swaroop hai mahapurushon ka jo pad hai wo samadhi se samadhi bhav mein racha gaya hai naam lenge na to vastvik chehre ban jaoge Ram ji ke param premi hai goswami tulsidas ji jab kahoge na tulsidas sada har chera Ram ji muskurate itne mahan dasat se yukt hai ki wahi dasat hamare hriday mein bhi aa jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi