॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ham nahi chahte ki paap karen lekin apne aap ho jaate hain aisa kyon ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jaise jangli ghoda lao na to usko chabuk bhi chahiye thoda bhayabhit rahe aur usko hath phero dular karo khwa ho piyao jisse wo anukulta ko hamari pahchane aur jab pratikul ho tab chabuk to donon se usko adhin kiya jaata hai aise is samay jangli ghoda man samjh lo jidhar chahta udhar raund ke phenk deta hai hamen dekh lo sab dekh lo na bole ham nahi chahte ki ye khae ham nahi chahte ye piye ham nahi chahte paap karm karen par hota hai na kyonki system ulta ho chuka hai isko sidha karna padega ab isko sidha karne ke do upay hain ek se nahi chalega ab aap isko dular karna hai aur isse shasan bhi dular yadi wo dharm purvak bhog bhogne ke liye kahta hai to man jao uski baat ab yah kahta hai ki hamen gandi baat dekhna hai bahut janm ho gaye nasht karte hue nahi ab iske do ke liye hamen bal chahiye nahi nahi ke liye aur yah vivek chahiye ki hai yah karna theek hai aur yah karna theek nahi iske liye satsang aur naam jap ye do sadhan hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi