॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

hamare rishtedar bahut pratikul vihaar aur droh karte hain! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jo manushya mere shri vigrah ki achhche-achhche padartho se archan vandna karta hai par main hi sabke hriday mein virajman hoon unse droh karta hai unse dves karta hai uski aisi puja hoti hai main sweekar nahi karta jaise rakh mein kiya hua havan ye spasht baat samjh lijiye aapke jo nij jan sambandhi hai unke hriday mandir mein bhagwan virajman hai ho sakta hai maya krit swabhav ke karan wo aapke saath aap anukul vihaar karte hain wo pratikul vihaar karenge aapko sah jana hai aur apne kartavya ka palan karna hai isi se bhakti pusht ho jaegi aur bhagwan ki prapti ho jaegi m

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi