॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ek bar hi to marna hai kyon darte ho rogon aur kashto se !! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

manav jeevan koi kutta suar ka jeevan nahi hai pashu jeevan nahi hai aap ek manushya hain aapka aisa swabhav hona chahiye ki ek bar jisse milo wo yad kare ki yar main kisi se mila tha kitna mridu swabhav kitna accha swabhav aisa na ho ki aapke milne ke baad ka dobara hamari drishti mein nahi ana chahiye ye raaksasi swabhav paida karte hain ye janm chhote mote rog mit gaye phir kya hua bhau rog to hai na maroge to hai hi na usko kaun rokega usko rokna naam jap ke prabhav se mrityu mujhe sparsh na kar sake sharir aise chhute jaise hathi ke vishal gale se foolon ki wala koi dukh nahi janmat marat du sadhu koi uska koi fark nahi aur main bhagwan ke paas jaun is janm mein jo kuch hamare praarabdh mein likha hai sukh dakh e bhog lete hain aur bhajan ikttha karke use bhagwan ko dete hain aur bhagwan hamen mil jae bhagwat prapti ho jae hamara yahi hai jab bhagwan mil gaye to kaun sa sukh bakaya rah jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi