॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

aapka jeevan chamatkaron se bhar jaega bas itna karne se !! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

aapko jo chahiye wo mil jaega pakka mil jaega hamara vishwas hai hamara anubhav hai jo chahiye wo mil jaega jo chahiye kar tum akar tum anytha karar tum sarv samarth aise chamatkar tumhare jeevan mein honge ki tum ascharya chakit ho jaoge keval bhagwat naam ka aashray le lo Krishna Krishna bolo Radha Radha bolo aap khud dekh kya chala jaata hai andar hi andar manan karte raho bahar se khub kam karte raho kya pareshani honi hai aur agar vijay na ho jae to main bata dhan sachchi kahte hain tum ub jaoge ki bhagwan band kar do dhan dena sachchi kah rahe hain ab 10 din japo is baad dekho ki bank mein balance aaya ki nahi aaya hamare naam ka to phir kahoge wo 10 din ho gaye japte hue abhi utna to nahi aaya ki hamare paas ki ham ub jae thod dhairya purvak japo tumhare papon ka ashubh ka nash karega aur jahan sukrit uday hue phir anand hi anand jiske bhagwan jiske Ram dhani wa ke kaun kami aaj hamari buddhi malin ho gayi isliye ham bhagwan ki taraf agar thoda chalte bhi hain to waise hi chalte hain ki hamara kam ban jana chahiye hamari

manyata mein bhale hamara kam na bane lekin unki manyata mein yadi kam ban raha hai to hamara mangal hai thodi der ke liye hamen lag sakta hai ye ho jana avashyak tha lekin wo ho gaya aur hamara nash ho gaya to hamara mangal thodi hua

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi