॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ghar baithe-baithe sant sang ka phal kaise prapt ho !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

mujhe santo ka sang kaise mile santo ki seva kaise mile aur bhakton ka charit kaise sunne ko mile main bahut is waise pragat mein zyada sanidhy na mile to bhi aajkal yantr hai isse sanidhy badhiya mil jaata hai gun dosh mein sansaar hai to jaise mobile hai ismen ek bahut bada gun bhi hai ki ham naam jap naam kirtan satsang ye sab ham usse seekh sakte hain mobile mein aap jiska chaho uska satsang sun sakte hain to pragat mein santo ka sanidhy ham le sakte hain mobile se ab roz Vrindavan akar ke sabha mein baithna y to Vrindavan vasi ka saubhagya ho sakta hai se mobile rakh kar ke aap man lo ki ham sant samagam kar rahe hain aur aram se dhyanpurwak suno to aapko hi lagega main Vrindavan mein baitha satsang sun raha hoon aur aur bachchha swayam mein bhakt mal ka charit padho bhakton ke charit yahi yahi puchna chahte the

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi