॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

is jawan ne maharaj ji ke liye banai ek kavita !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

shri shri ji ka kripa se ni krishnam aapka kripa se do line pankti likha hai seena phat jaega guru kripa hi kevalam guru charan komal bhajman pura bharat kahti hai Vrindavan mein kahin rahte hain prem ki ganga jahan bahti hai Vrindavan use kahti hai prem ki nagri prem ki bhasha Radha naam ki jab sabki asha jag utho is jeevan mein nahi to mukti na milega koti janm mein guru parampara ka vani se Radha naam ki dhvani se koti janmon ka vikaro se mukti milti hai is jeevan chakra se guru gayan ka dhvani se thar

thar kaap uthti hai sabhi vikaro se mukti milti hai manushya ko maya se yahan ka panchhi bhi kahti hai yahan Premanand rahti hai yahan ka vriksh lata kahti hai yahan Premanand rahti hai yahan ka har galiya kahti hai yahan Premanand rahti hai har dil ki dharkan kahti hai yahan Premanand rahti hai aankh se aansu bahti hai Radhe Radhe kahti hai jatav se shakar dekhti hai aur gopi ban ke rahti hai Radha meri maa hai Radha sabke guru param pujya Premanand maharaj ji se jeevan karti hai shuru Radhe Radhe shri harim shri hari shri Radha shri Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi