॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

agar yah galti kari to aaj nahi to kal kangal ho jaoge !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

bhugto ga jo bij booge wahi phal katoge tumhare beta beti dekh rahe hain ki buddhe ke saath kaisa tum kar rahe ho wahi intjam tumhare liye rahega wahi intjam use badh ke byaj sahit chinta mat karo agar hamari awaz aapke kan mein pahunch rahi hai chahe aise samaksh baithe hue ya aapko gali denge aapke rishte natedar se aapki ninda karenge par aap unki is bigdi hui buddhi ka rosh purvak anugman karte hue unko pitna unko marna ye aacharan mat karen sachchi mani hai unmein bhagwan baithe hue hain aise asmarth mata-pita ko bhagwan ki tarah dular karoge to tum sadaiv shri sampann rahoge lakshmi tumhare ghar se nahi jaegi aur jin gharo mein mata-pita ko tras diya jaata hai jin gharo mein aae hui pani grahan karke patni ke saath anarth nana prakaar ki dosh vrittiya wo ghar kabhi shri sampann nahi ho sakta

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi