॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

antim samay mein agar yah kar diya to nischit Bhagwad prapti !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

har samay raj paas rakhna chahiye jaise kabhi kisi jeev ka sharir pura hone ka aisa lage to uske mukh mein jara sa ra Vrindavan ki rajak aur kan mein Radha naam suna do pakka usko bhagwat prapti ho jaegi pakka naam ka prabhav amogh hai isliye kabhi sanshay na karen naam jarur sunawe koi rishta ho ya na ho koi sambandh ho ya na ho lag raha ho ki aadmi marne wala hai pashu marne wala hai jaise pujya Radha Baba Ayodhya ji darshan kanak bihari thakur ke karne ja rahe the bhai ji pura pariktha to raste mein Baba aise chalte the to achanak aise drishti gayi to ek gadha tadap raha tha kutte kauve noch khae the aise bada kaun dekhta hai aise jeev aur wo to sant ekdam nazdik gaye apna ala utara uske sharir mein dal diya yahi hai jive daya santo ka yahi dayalu swabhav hai ab itne bade mahapurush jab aise aise hath fer rahe to patak bla rah jaenge sare paap tatkaal karm vidhvans hue aur thodi der mein sharir chhut gaya ab usko param pad ki prapti hui gadhe ki yoni se sidhe bhagwat prapti naam kirtan se naam sunane se raj lagane se

nischit bhagwat prapti ho jati hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi