॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Pregnancy ke samay aapko aapki yah chuk bahut bhari padh sakti hai !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

agar aap do varsh brahmcharya raho naam jap karo aur phir santan ki bhavna aur santan utpatti karne ki kriya ke pehle bhagwan ko pranam samasth devtaon ko pranam aur Shastri paddhti amuk tithi amuk samay amuk aisa aur phir sanyog kiya jae to wo jo putr ho do varsh matra brahmcharya far yahan to garb ast shishu ho jane par bhi brahmcharya nahi rahte to isiliye wo aacharan vihin santane hoti hai iska bada prayog ka jo shastriya paddhtiyan hai inka bada bal hai ab jaise gande aacharan ganda pe padaarth

pe gandi bhavnae to waise santane hote hain agar vastvik apne jeevan mein apni santan ki unnati chahe to kuch samay tak brahmcharya rah kar ke tab aisa aur jab garb mein balak aa jae ye pata chal jae garb to kabhi sanyog na karen phir bhagwan naam kirtan khanpan saath us balak mein garbhsth shishu mein bhakti ke paramanu aa jaenge aur wo chahe rashtr bhakt bane chahe bhagwat bhakt bane wo naam roshan karega ab aajkal vasnaon se sab khel ho rahe hain to isiliye santanon mein wo oj tej wo sanyam nahi paya jaata brahmcharya bahut badi tapasya hai bahut bada jeevan hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi