॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

mat karo ye galti varna tayyar rahna dand bhogne ke liye !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

prakriti ke saath jo khilwad kiya ja raha hai aaj bahut mahnga padega phir Vrindavan brajdham bhagwat dham ki toy alaukik divya vibhutiya hai mat kato ya bahut buddhi bhrasht ho gayi jisko dekho bas sabse pahla karya lataon ko ka aur niche paip jana hai isliye bada vriksh hai 100 de sa varsh ka neem ka ukhad ke diya jahan dekho bas building hi building lataon ka nash building hi building rahi itna log lobhi ho gaye chand rupaye ke liye bagiche ke bagiche katwa dale yah koi sadharan nahi hai latae ek lata laga ke to dekho usko sinchan karke kitna samay lagta hai dhire dhire dhire dhire dhire ye log kitne mand buddhi ke hain chand rupyon ke liye jeseebi se khadwa kar phenk dete hain yah chaturtha tumhari bhagwan ke age kam nahi karegi prakriti aisa dand degi ki dekh lena

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi