॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

koi bhi nai vastu lene se pehle yah jarur sun len !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ham ghar par koi mahangi vastu jaise kar fridge AC ityadi jab khareedte hain us vastu par shubh labh likhna swastik banana aur tika chandan lagana aarti puja karna aur kar mein bhagwan aadi ki chavi lagakar maharaj ji sahi hai ya galat dekho jo satvic log hote hain gaadi pe baithe ke pehle haindal ke pair chhue bhagwat bhavna karte hain na ismen bhi bhagwan virajman hai bhagwan kripa karen hamara marg shubh ye bahut achchhi baat hai aisa karna chahiye sabko karna chahiye ye koi nishedh baat nahi hai haan jaise ham is baat ko nishedh karte hain ki gaadi mein bhagwan naam likh dena man lo aapne Ram likh diya Radha likh diya Krishna likh diya ab wo pani para pairo ke niche ye nahi jo shubh hai labh hai swastik chinh hai accha bhagwan ki chavi andar tang li koi pareshani nahi ye badhiya manglik hai lekin bhagwan namon ko gaadi mein na likha jae a motorcycle mein piche likhe hain malo Ram naam likhe Harivansh naam likhe Radha naam likhe ab juta sahit pura ghuma kar aise chadh rahe hain phir pani para aur tayar ke niche wahi juton ke

niche to usi ka naam ka to abhishek karke ham charanamrit pite hain jo simhasaan mein naam virajman wahi naam naam ka aadar kar naam sikhe naam na likhe aisa haan khub bhagwan ki chavi tang le bhagwan ki bhavna karen

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi