॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakti kar raha hoon to mushkilen hi aa rahi hain !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

inki chunoti kya hai kuch nahi hai chunoti to sakhu bhai ko bandh kar ke lattha se pita jaata tha aur ha Krishna ha Dwarika charit suna hai ki nahi suna aap chunoti to mahapurushon ko dekho kaise-kaise kak diye gaye aur phir bhi wo bolte tera kiya mitha lage phir aur kaun si chunoti hai phir kaun si chunoti hai abhi bhakti mein rang nahi aaya to baat kya ai tera kiya mitha lage hari naam padaarth nanak mage kaha kaha hai sthiti ka hai bhakti ki tabhi to ham pooch rahe the ki tumhare kadam kaun si sthiti mein pahunche bhakti virodh mein bhakti rang lati hai bhakti chhut gayi to bhakti thi hi ka to bhakti aayegi tumhare ji pratikultaa aayegi bhakti aayegi to pratikultaa aur anukulta donon ke sahne ki samarth aayegi pratikultaa aayegi aisi baat nahi hai pratikultaa aur anukulta donon ko sahne ki samarth aa jaegi pratikultaa anukulta to din raat ki tarah ate hi rahte hain kisi ek ka jeevan hamen batao jiske jeevan mein keval anukulta hi anukulta rahi ho ya kisi ka ek ka jeevan batao jiske jeevan mein keval

pratikultaa hi pratikultaa rahi kabhi sukh kabhi dukh kabhi labh kabhi hani usko sahakar age bhagwan ke charnon mein chalna bhakti kahi jati hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi