॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan shiv aur hari mein bhed karne wale dhyan se sune !!

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

kuch aise bhavuk jan hai ki va kahte hain ki aap bhagwan shankar ko shri Krishna se chhota kahte hain va hamare aradhya dev hamko chubhta hai dekho bhai tatv ek hai par leela mein jab prarambh hoga to leela mein chhatai badhai hansi majak wo unki aradhna unki aradhna tatv mein antar nahi ye jo samjhte nahi na leela ko samjhte nahi hai aur tatv ko samjhte nahi to ye jhagda karne lagte hain hari se pocho ki tumhara guru kaun bole shankar aur shankar ji se pocho tumhara aradh dekho bole hari aur ham aapas mein lathi chalae are wo ek hai ye tark vitark se nahi samjh sakte jab tak brahmcharya nahi rahoge pavitra har nahi karoge lakho naam jap nahi karoge tab tak waise samjh jaoge ye koi baton ka vishay hai bhajan nahi karoge paramatma tatv tumhare tark vitark se samjh mein aayega isliye samjha dete ki samjh lo tumhara mangal ho jae

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi