॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

main logon ki madad karta hoon, phir bhi wah meri Value nahi samjhte hain, aisa kyon hota hai ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

maharaj ji ham kisi ko dhan shareerik tarike se madad karte hain phir bhi jiske liye itna karte hain usko hamari ahmiyat kyon nahi hoti maharaj tum galat ho adhyatma ki drishti se isiliye tumhen dukh hota hai ki log manyata hamari kyon nahi karte kyonki tum karjadar ho usko paisa de diye ho tumhari imandari ki uski vastu usko de di hai to tumhari bardai kyon karen kyon namaskaar karen uski dharohar hai usko chali gayi tum samjhte ho maine paisa diya agar imandari se pocho tumko jisne diya usko usko dila diya kyonki uska tha agar tumhen phir milna hai to wapas aa jae ki nahi milna hai to radheshyam ham aapko ₹1 den parso aap hamko 00 de den ham aapko dhanyavaad bolenge kya are bhai meri chij hai mere ko prapt ho gayi aise hi bhagwan ne aapko vastue di hai bhagwan ne aapko buddhi di hai bhagwan ne aapko dhan diya bhagwan ne aapko bal diya ab vihaar mein bhagwan aapke dwara paropkar karva rahe hain aapne kisi ko diya aur wo aapse matlab hi nahi rakh raha to aapko manna uski

dharohar uske paas pahunch gayi wo hamse kyon matlab rakhe iska vidhan paramatma jante hain ham to jante nahi to hamko is baat se santosh karna hai ki bhagwan ne mere dwara jo karja tha wo dilwa diya aap munim ho malik ke khate mein jama ho gaya to bade aandit rog malik ban jane par samasya ho jaegi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi