॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya hai zindagi ki asli pareshani ?

▶ YouTube

pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

y puri srishti ka chakra chal raha hai tumse nahi chal raha hai puri srishti ka palan poshan ho raha tumse nahi ho raha hai tum ahankaar keval karte ho main karta hoon tumse kuch nahi ho raha agar tum kuch kar sakte ho to apna bura kar sakte ho bhrose mein ho jao shri ji ke malamaal ho jaoge jisse sampurn srishti ka bharan poshan hota hai unhin se sabka bharan poshan hota hai aapko bharosa apne dimaag ka hai apne bhujao ka hai apne ahankaar ka isliye aap pareshaan ho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi